Panwaadi
Ke Peechhe Wali Patli
Gali Mein Hai Tumhaare
Sajan Ki
Hara Hara Heart Shape Ka Patta
Hara Hara Heart Shape Ka Patta
Isi Ko Toh Paan Kahein Kalkatta
Isi Ko Toh Paan Kahein Kalkatta
Kalkatta Paan Kabhi Khaane Ke
Aaja Tu Bahaane
Sajan Sang Nain Milaile
Kalkatta Paan Kabhi Khaane Ke
Aaja Tu Bahaane
Sajan Sang Nain Milaile
Paan Chabaate Huye Kaisi
Shaqal Lage Teri
Sheeshe Mein Jaa Ke Dekh Le Pahile
Dil Ke Taar Jodne Ke Season Mein
Dil Ko Todne Ke Reason Tu
Haaye Gori Haaye Gori Aaj Toh Bata De
Panwaadi
Ke Peechhe Wali Patli
Gali Mein Hai Tumhaare
Sajan Ki Kothari
Panwaadi
Ke Peechhe Wali Patli
Gali Mein Hai Tumhaare
Sajan Ki Kothari
Kothari Mein Akele Kabhi Aao Toh
Kothari Mein Akele Kabhi
Haan Haan Haan
Kothari Mein Akele Kabhi Aao Toh
Lag Jaaye Sajan Ki Lottery
Panwaadi
Ke Peechhe Wali Patli
Gali Mein Hai Tumhaare
Sajan Ki Kothari
Panwaadi Kattha Tu Aur Daal Daal Daal
Samajh Le Dil Ka Tu Haal Haal Haal Haal
Motiya Se Daantan Se Panwa Chabaike
Huibe Sajaniya Ke Honth Laal Laal Laal
Heart Shape Ka Patta
Hara Hara Heart Shape Ka Patta
Gulu Gulukand Laga Ke Chaabbe
Gulu Gulu Gulu Gulu
Gulu Gulukand Laga Ke Chaabbe
Gori Tujhe Pyaar Hua Albatta
Hara Hara Heart Shape Ka Patta
Hara Hara Heart Shape Ka Patta
Aakhir Bata Toh Kab Talak
Yun Door Se Hi Ishq Hum
Farmayenge Farmayenge
Lag Ke Gale Ik Doosre Se
Pyaar Kab Nazdeek Se
Kar Paayenge
Kar Paayenge
Doori
Sacche Premiyon Mein
Thodi Doori
Hoti Hai Zaroori
Bhaang Kootne Ke Season Mein
Bhaag Phootne Ke Reason Tu
Haaye Gori Haaye Gori Aaj Toh Bata De
Panwaadi
Ke Peechhe Wali Patli
Gali Mein Hai Tumhaare
Sajan Ki Kothari
Kothari Mein Akele Kabhi Aao Toh
Kothari Mein Akele Kabhi
Haan Haan Haan
Kothari Mein Akele Kabhi Aao Toh
Lag Jaaye Sajan Ki Lottery
Panwaadi
Ke Peechhe Wali Patli
Gali Mein Hai Tumhaare
Sajan Ki Kothari
Panwadi Song Lyrics from the movie/album Sunny Sanskari Ki Tulsi Kumari released in the year 2025 starring Varun Dhawan, Janhvi Kapoor. The song Panwadi was sung by Khesari Lal Yadav, Masoom Sharma, Dev Negi, Pritam, Nikhita Gandhi, Akasa Singh. This movie/album was directed by Shashank Khaitan. The music was given by A.P. Singh. The lyrics were Penned by Jairaj Selwan. The music rights for song purely belongs to Sony Music India
Share your thoughts