Ek Zindagi Ye Tere Sath Mein Mein Chura Lunga Apne Khuda Se
Hai Ye Irada Mera Hai Ye Wada Na Jaunga Tere Jahan Se
Ek Zindagi Ye Tere Sath Mein Mein Chura Lunga Apne Khuda Se
Hai Ye Irada Mera Hai Ye Wada Na Jaunga Tere Jahan Se
Guzarish Sun To Le Zara Mera Agar Ho Dil Ab Tera
Meri Kismet Ki Lakeeron Pe Bas Ho Naam Tera Hamsafar
Jeena Hai Tere Sang Marna Hai Tere Sang
Tujhse Ye Zindagi Hai Saayrana Hardam
Jeena Hai Tere Sang Marna Hai Tere Sang
Tujhse Ye Zindagi Hai Saayrana Hardam
Dil Ke Lifafe Mein Paigham Tera
Tu Hi Junoon Hai Tu Sukoon Mera
Dil Ke Lifafe Mein Paigham Tera
Tu Hi Junoon Hai Tu Sukoon Mera
Tere Khayalon Mein Duba Rahta Hun
Teri Panaho Mein Thikana Mera
Maine To Sabse Jyada Tujhe Chaha
Ishq Hai Tu Mera
Ke Tera Hi Banke Rahunga Mein O Sanam
Jeena Hai Tere Sang Marna Hai Tere Sang
Tujhse Ye Zindagi Hai Saayrana Hardam
Jeena Hai Tere Sang Marna Hai Tere Sang
Tujhse Ye Zindagi Hai Saayrana Hardam
Teri Tammana Hai Tu Mera Apna Hai
Tere Bina Na To Jeena Na Marna Hai
Tere Hi Liye Hai Meri Zindagi
Sabse Jyada Bas Tujhko Hi Mana Hai
Tu Hi Meri Har Khushi Ka Fasana Hai
Teri Hi Sanam
Jeena Hai Tere Sang Marna Hai Tere Sang
Tujhse Ye Zindagi Hai Saayrana Hardam
Jeena Hai Tere Sang Marna Hai Tere Sang
Tujhse Ye Zindagi Hai Saayrana Hardam
Jeena Hai Tere Sang Song Lyrics released in the year 2025 starring Bably R Bora, Tanaya Nandy. The song Jeena Hai Tere Sang was sung by Mohammed Irfan. The music was given by Amit Mitra. The lyrics were Penned by Mohammed Irfan, Sannoy Mitra. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
















































Share your thoughts