Duniya Hanse Na Song Lyrics from the movie/album Jab Dil Karta Hai Peete Hain released in the year 2013. The song Duniya Hanse Na was sung by Chandan Dass. The music was given by Jaidev Verma. The lyrics were Penned by Faaiz Anwar. The music rights for song purely belongs to T-Series

Duniya Hanse Na Lyrics

Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Iss Dil Ki Baat Maan Kar
Iss Dil Ki Baat Maan Kar
Mushkil Mein Aa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main

Kaisi Talab Thi Le Gayi Iss Zindagi Ko Loot Kar
Pal Mein Bikhar Mein Reh Gaya
Har Khaab Mera Tut Kar
Jo Kuch Bhi Mere Paas Thaa
Jo Kuch Bhi Mere Paas Thaa
Sab Kuch Loota Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main

Wo Doori Is Kadar Huyi
Chhuna Saki Nazar Usse
Iss Dil Pe Kyaa Ghujar Gayi
Kuchh Bhi Khabar Usse
Kisko Bataun Dosto
Kisko Bataun Dosto
Dhokha Jo Khaa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main

Phitrat Mein Jiski Ho Daga
Kaise Nibhaye Pyaar Wo
Ilzaam Doon Main Kyun Use
Badnaam Hoga Yaar Woh
Usne Bhula Diya Magar
Usne Bhula Diya Magar
Waada Nibha Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main

Iss Dil Ki Baat Maan Kar
Iss Dil Ki Baat Maan Kar
Mushkil Mein Aa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main
Duniya Hanse Na Is Liye
Aansoo Chhupa Gaya Hoon Main.

Share your thoughts

Video kaniya kaise ke suti, Kaniya kaise ke suti full video, Faisley lyrics, Jassi gill songs, Maithili thakur in kapil sharma show, Maithili thakur dama dam mast qalandar, Full video umar ladikaiyan, Maithili thakur interview, Maithili thakur rising star, Pawan singh devi geet, Video umar ladikaiyan rakesh mishra, Swami ramdev, Saint rampal ji, Gurinder rai, Latest bhojpuri mata bhajan, Maithili thakur and brothers, Ravinder grewal dharmik songs, Umar ladikaiyan