Meri Aankho Se Jo Behte Hain Aansoo
Wo Paani Nahi Hai Hai Dil Ka Lahoo
Meri Aankho Se Jo Behte Hain Aansoo
Wo Paani Nahi Hai Hai Dil Ka Lahoo
Tune Todein Hai Sapne Kyun Chhoda Hai Saath Mera
Tune Todein Hai Sapne Kyun Chhoda Hai Saath Mera
Ab Kaise Yakin Tujh Pe Karun
Wo Oh Oh Oo
Wo Oh Oh Oo
Mila Jo Mujhe Tu Yun Tha Laga
Jaise Khoye Musafir Ko Manzil Mil Gayi
Berang Thi Meri Zindagi
Tujhe Pake Toh Khushiyo Ki Baarish Mil Gayi
Phir Kyun Aisa Hua
Waqt Kyun Aisa Aaya
Chhodkar Chal Diye Tum Apno Ko
Tune Todein Hai Sapne Kyun Chhoda Hai Sath Mera
Tune Todein Hai Sapne Kyun Chhoda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujhpe Karun
Saja Ke Teri Raah Phoolon Se Hum
Khud Kaanton Ki Raahon Pe Chalte Rahe
Jala Ke Khusiyan Khud Ki Sanam
Tere Daaman Ko Khushiyon Se Bharte Rahe
Tod Ke Dil Ko Mere
Bhul Gaye Kasme Vade
Chhod Kar Chal Diye Tum Apno Ko
Tune Todein Hai Sapne Kyun Chhoda Hai Saath Mera
Tune Todein Sapne Kyun Chhoda Hai Saath Mera
Ab Kaise Yakin Tujhpe Karun
Tere Ishq Mein Yun Bikhra Sanam
Ab Kabhi Na Mein Jud Paunga Tujhse O Bewafa
Zakhm Dil Pe Jo Dekhe Toh
Khuda Ne Kaha Zakhmo Ko Naa Mein Bharr Paunga
Jala Ke Sapne Mere
Rula Ke Aise Mujhko
Chod Kar Chal Diye Tum Apno Ko
Aansoo Song Lyrics released in the year 2025 starring Naitik Desai, Pooja Doshi. The song Aansoo was sung by Amit Mishra. The music was given by Shivram Parmar. The lyrics were Penned by Ajay Waghela. The music rights for song purely belongs to Panorama Music
Share your thoughts