Chahiaye Tera Saath Chahiaye Tera Haath Song Lyrics from the movie/album Bandhan Anjana released in the year 2018 starring Vicky Khan, Sharmila. The song Chahiaye Tera Saath Chahiaye Tera Haath was sung by Chandrani Mukherjee, Manhar Udhas. This movie/album was directed by Prabhat Roy. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar

Chahiaye Tera Saath Chahiaye Tera Haath Lyrics

Bolo Dil Ko Kya Kahte Hai
Hotho Ko Kya Kahte Hai Adharam
Sath Ko Kya Kahte Hai Sangam
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Sari Umar Ko Tera Sath Chahiye
Teri Yari Teri Yari Mujhko Pyari
Jiwan Bhar Ke Liye
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Sari Umar Ko Tera Sath Chahiye

Rup Ki Devi Hoth Jalebi Shakkar Si Teri Bate
Tarifo Se Mujhko Fasaye Janu Teri Ghate
Rup Ki Devi Hoth Jalebi Shakkar Si Teri Bate
Tarifo Se Mujhko Fasaye Janu Teri Ghate
Teri Yari Teri Yari Mujhko Pyari Jiwan Bhar Ke Liye

Pyar Ko Kya Kahte Hai Snehm
Jan Ko Kya Kahte Hai Pranam
Mai Tumse Pyar Karta Hu Isko Kya Kahte Hai
Nan Nene Sneh Hai Kinna
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Sari Umar Ko Tera Sath Chahiye
Teri Yari Teri Yari Mujhko Pyari Jiwan Bhar Ke Liye
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Sari Umar Ko Tera Sath Chahiye

Aankhe Aisi Heere Jaisi Karti Hai Dil Me Ujala
Tere Pyar Ki Pahan Ke Payal
Nache Ye Man Matwala
Aankhe Aisi Heere Jaisi Karti Hai Dil Me Ujala
Tere Pyar Ki Pahan Ke Payal
Nache Ye Man Matwala
Teri Yari Teri Yari Mujhko Pyari Jiwan Bhar Ke Liye
Shadi Ko Kya Kahte Hai Bolo Bolo
Shadi Ko Kya Kahte Hai Kalyanam
Isko Kya Kahte Hai Chumbanam
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Sari Umar Ko Tera Sath Chahiye
Teri Yari Teri Yari Mujhko Pyari Jiwan Bhar Ke Liye
Chahiye Tera Sath Chahiye Tera Hath
Sari Umar Ko Tera Sath Chahiye

Share your thoughts

Tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjana, Bappi lahiri songs, Bappi lahari, Mukherjee, Tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan, Sapna mukherjee songs, Hanuman chalisa lyrics, Chandrani, Chahiye, Anjaana, Hindi english lyrics, Bandhan, Mangalmurti maruti nandan, Hanuman jayanti bhajans, Gori gori change kar apna, Aankhon se girana na, Dharmendra hit songs, Hanuman janmotsav bhajan, Yaar tera pyar meri jindagi, Abhijeet bhattacharya song, Chandramani