Aankho Se To Kaam Hua Hai Song Lyrics from the movie/album Afsana released in the year 2016 starring Sonu Nigam, Anuradha Paudwal. The song Aankho Se To Kaam Hua Hai was sung by Anuradha Paudwal. The music was given by Ustad Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Ikhlaq Sagri. The music rights for song purely belongs to T-Series

Aankho Se To Kaam Hua Hai Lyrics

Unki Aankho Ka Kajal To Dekhe Hai Koi
Aisa Lagta Hai Kasmir Me Raat Hai
Rind Dekhe To Ho Mahkade Ka Guman
Alla Alla Un Aankho Ki Kya Baat Hai

Aankho Se To Kaam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai
Kajal Kyu Badnam Hua Hai
Kajal Kyu Badnam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai

Jitne Dawa Ki Utne Tadape
Jitne Dawa Ki Utne Tadape
Jahar Kuch Aaram Hua Hai
Jahar Kuch Aaram Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai

Jis Din Humne Mahandi Lagayi
Jis Din Humne
Katal Kar Ke Chala Katil Mera
Khun Duada Mera Katil
Ko Manane Ke Liye
Hath Thak Jayenge Kyu
Peesh Rahe Ho Mahandi
Khun Hazir Hai Hatheli Pe
Lagane Ke Iye
Jis Din Humne Mahandi Lagayi
Jis Din Humne Mahandi Lagayi
Sahar Me Katle Aam Hua Hai
Sahar Me Katle Aam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai

Jab Se Huye Hum Pyar Me Ruswa
Jab Se Huye Hum Pyar Me Ruswa
Khub Humara Naam Hua Hai
Khub Humara Naam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai

Julfo Par Sawan Ka Mahina
O Julfo Par
Tum Meri Julfo Ki Rahgir Ko
Kyu Dekhte Hai
Aur Mere Panv Ki
Janjir Ko Kyu Dekhte Ho
Tum To Kahte The
Meri Sakl Se Nafrat Hai Tumhe
Mujhse Chup Kar Meri
Tasvir Dekhte Kyu Ho
Julfo Par Sawan Ka Mahina
Julfo Par Sawan Ka Mahina
Jhum Ke Khud Hi Naam Hua Hai
Jhum Ke Khud Hi Naam Hua Hai

Aankho Se To Kaam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai
Kajal Kyu Badnam Hua Hai
Kajal Kyu Badnam Hua Hai
Aankho Se To Kaam Hua Hai.

Share your thoughts

Anuradha, Paudwal, Anuradha paudwal ghazals, Anuradha paudwal, Pankaj udhas anuradha paudwal ghazal song, Pankaj udhas anuradha paudwal song, Anuradha paudwal pankaj udhas song, Anuradha paudwal pankaj udhas, Main nahi maakhan khayo | anup jalota, Anuradha paudwal bhakti songs, Anuradha paudwal songs, Best of anuradha paudwal, Magic of anuradha paudwal, Afsana, Famous bhajan | red ribbon music, Main nahi maakhan khayo | anup jalota famous bhajan | red ribbon music