Zulam Leke Aaya, Sitam Leke Aaya Song Lyrics from the movie/album Khazanchi released in the year 2019 starring Balraj Sahni, Rajendra Kumar. The song Zulam Leke Aaya, Sitam Leke Aaya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by P N Arora. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Zulam Leke Aaya, Sitam Leke Aaya Lyrics

Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana Haan
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana

Hame Kya Khabar Thi Mohabbat Hai Kya
Nighaho Ki Rangeen Shararat Hai Kya
Hame Kya Khabar Thi Mohabbat Hai Kya
Nighaho Ki Rangeen Shararat Hai Kya
Magar Chot Khake Hi Dil Ne Kaha
Samajh Mein Ab Aaya Qayamat Hai Kya
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana Haan
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana

Bada Ajeeb Ladakpan Ka Wo Zamana Tha
Ye Biljliyo Se Pare Mera Aashiyana Tha
Shabab Aate Hi Wo Gul Khile Meri Tauba
Karaar Dil Se To Seene Se Dil Rawana Tha
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana Haye
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana

Kahan Ab Zamane Ko Aaram De
Ke Baithe Hain Din Raat Dil Thaam Ke
Kahan Ab Zamane Ko Aaram De
Ke Baithen Hain Din Raat Dil Thaam Ke
Laga Baithe Tab Se Ye Bimariya
Huye Jabse Aashiq Tere Naam Ke
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana Haan
Zulm Leke Aaya Sitam Leke Aaya
Mohabbat Ka Zaalim Zamana

Share your thoughts

Madan mohan, Na itna sitam mujhpe dhaya karo, Waqt ne kiya kya haseen sitam lyrics, Lyrics of waqt ne kiya kya haseen sitam, Waqt ne kiya kya haseen sitam with lyrics, Asha bhosle songs, Madan mohan songs, Hits of asha bhosle romantic songs, Mohammed rafi and asha bhosle songs, Ali baba mil gaya chalis choro se lyrics, Lyrics, Hits of asha bhosle, Kaagaz ke phool waqt ne kiya kya haseen sitam, Waqt ne kiya kya haseen sitam kaagaz ke phool, Asha bhosle hit songs, Khazanchi