Zindagi Me Hai Pyar Song Lyrics from the movie/album Siyasat released in the year 2018 starring Kumar Gaurav, Kimi Katkar. The song Zindagi Me Hai Pyar was sung by Asha Bhosle, Shailendra Singh. This movie/album was directed by Sukhawant Dhadda. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Hasan Kamal

Zindagi Me Hai Pyar Lyrics

Zindagi Me Hai Pyaar Ka Din Bhi
Zindagi Me Milan Ki Raat Bhi Hain
Zindagi Me Hai Pyaar Ka Din Bhi
Zindagi Me Milan Ki Raat Bhi Hain
Tum Akele Nahi Ho Raahon Me
Mud Ke Dekho To Koi Saath Bhi Hain
Zindagi Me Hai Pyaar Ka Din Bhi

Khwaab Saare Tumhaari Aankhon Ke
Apni Aankhon Me Ham Saja Lenge
Tumko Jo Gam Mile Hain Duniya Se
Apne Sine Me Ham Chhupa Lenge
Jhukati Aankho Me Kuchh Ishaare Hain
In Ishaaron Me Dil Ki Baat Bhi Hain
Zindagi Me Hain Pyaar Ka Din Bhi

Tumse Nazre Mili To Fir Dil Me
Pyaar Ki Soyi Aas Jaag Uti
Paas Aakar Tumhaare Kya Jaane
Aaj Ye Kaisi Pyaas Jaag Uthi
Pyaas Kaisi Hain Kya Kahe Tumse
Khud Samajh Lo To Koi Baat Bhi Hai
Zindagi Me Hain Pyaar Ka Din Bhi

Har Taraf Gam Ka Tej Tufaa Tha
Har Taraf Aansuo Ke Rele The
Aaj Tumse Mile To Ye Jana
Aaj Tak Kis Kadar Akele The
Ab Nahi Zindagi Me Tanhaai
Haath Me Ab Tumhaara Haath Bhi Hai
Zindagi Me Hai Pyaar Ka Din Bhi
Zindagi Me Milan Ki Raat Bhi Hain
Tum Akele Nahi Ho Raahon Me
Mud Ke Dekho To Koi Saath Bhi Hain
Zindagi Me Hai Pyaar Ka Din Bhi
La La La La La La La

Share your thoughts

Shailendra singh, Asha bhosle, Shailendra singh songs, Asha bhosle songs, Asha bhosle hit songs, R d burman songs, Anuradha paudwal shailendra singh duets, Shailendra singh duets, Lagi aaj sawan ki | chandni, Pyar jab na diya zindagi ne kabhi, Loveleena aa gaya main asha & shailendra, Roz sham aati hai magar aesi lyrics in hindi, Rahul dev burman, R d burman hit songs, Roz sham aati hai magar aesi lyrics, Loveleena aa gaya main asha bhosle