Aisa Kabhi To Socha Nahi Tha
Tujhse Mohabbat Itna Karunga
Kuch Der Tujhko Dekha Nahi To
Dil Dar Gaya Tha Ab Kya Karunga
Aisa Kabhi To Socha Nahi Tha
Tujhse Mohabbat Itna Karunga
Kuch Der Tujhko Dekha Nahi To
Dil Dar Gaya Tha Ab Kya Karunga
Dil Dar Gaya Tha Ab Kya Karunga
Ab Kya Karunga
Tujhse Mila To Aisa Laga Hai Milta Raha To Zinda Rahunga
Tujhse Mila To Aisa Laga Hai Milta Raha To Zinda Rahunga
Zinda Rahunga
Kitna Zaroori Tu Ho Gaya Hai
Had Se Bhi Zyada Mujhse Bhi Zyada
Tujhko Kabhi Kuch Hone Na Dunga
Maine Kiya Hai Ab Yeh Irada
Diwangi Ka Aalam To Yeh Hai Main Main Nahi Ab Tum Ho Gaya Hun
Mujhko Juda Ab Khud Se Na Karna Ho Jayega Dil Ye Aadha Aadha
Yeh Aasiwui Hai Ya Phir Junu Hai Jo Bhi Hun Mein To Karta Rahunga
Tujhse Mila To Aisa Laga Hai Milta Raha To Zinda Rahunga
Aisa Kabhi To Socha Nahi Tha Tujhse Mohabbat Itna Karunga
Kuch Der Tujhko Dekha Nahi To Dil Dar Gaya Tha Ab Kya Karunga
Dil Dar Gaya Tha Ab Kya Karunga Ab Kya Karunga
Tujhse Mila To Aisa Laga Hai Milta Raha To Zinda Rahunga
Tujhse Mila To Aisa Laga Hai Milta Raha To Zinda Rahunga
Zinda Rahunga Song Lyrics released in the year 2025 starring Raj Barman. The song Zinda Rahunga was sung by Raj Barman. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Azeem Shirazi. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts