Zara Dekh Idhar Meri Aankho Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi Song Lyrics from the movie/album Badshah Salamat released in the year 2018 starring Chandra Shekhar, Amar Nath. The song Zara Dekh Idhar Meri Aankho Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi was sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Zia Sarhadi. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Pyarelal Santoshi

Zara Dekh Idhar Meri Aankho Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi Lyrics

Zara Dekh Idhar Meri Aankho
Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi
Zara Dekh Idhar Meri Aankho
Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi
In Aankho Me Chor Bhi Hai
Or Chor Pakdne Vala Bhi
Zara Dekh Idhar Meri Aankho
Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi
Zara Dekh Idhar

Kab Tak Mai Chupaungi Tujhko
In Logo Se Is Mahfil Se Dil Divana To Dhadkega
Majbur Hu Mai Apne Dil Se Ye Soch Le Khud Bhi
Ho Sakta Hai Mere Hoth Ka Kala Bhi
Zara Dekh Idhar Meri Aankho Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi
Zara Dekh Idhar Ye Mere Badan Ke Jalve Hai
Jaha Suraj Rat Me Nikla Hai Koi Kahta Ye Bijali Hai
Koi Kahta Ye Shola Hai Har Raj Kyamat Hai Mera
Andaj Mera Matvala Bhi Zara Dekh Idhar Meri Aankho
Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi Zara Dekh Idhar

Bach Ke Rahna Ye Rup Tera Koi Dekh Na Le Pachan Na Le
Khana Kali Se Hai Rang Na Hat Jaye
Asli Chehra Koi Jan Na Le Nadan Nahi Jo Tal Jaye
Vo Piche Aane Vala Bhi Zara Dekh Idhar Meri Aankho
Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi Zara Dekh Idhar
In Aankho Me Chor Bhi Hai Or Chor Pakdne Vala Bhi
Zara Dekh Idhar Meri Aankho
Ka Rang Nila Bhi Hai Kala Bhi Zara Dekh Idhar

Share your thoughts

Mohammed rafi, Ghar se dola chala ladli ka, Mohammad rafi, Mohammed rafi sahab, Mohammad rafi old song, Mohammed rafi songs, Mohammad rafi songs, Songs of mohammad rafi, Geeta gyan lakhbir singh lakkha, Runa laila, Mohammad rafi video, Chupa kar meri ankhon ko, Sab loke koy lalan ki jaat, Geeta dutt, Geeta gyan bhajan, Yeh hai geeta ka gyan, Geeta gyan by krishna, Milan habe kato dine., Bhagwat geeta, Bhagwad geeta, Geeta gyan song, Best lyrics song