Ye Mausam Rangin Sama, Thahar Zara O Jaan-E-Jaan Song Lyrics from the movie/album Modern Girl released in the year 2018 starring Sayeeda Khan, Pradeep Kumar. The song Ye Mausam Rangin Sama, Thahar Zara O Jaan-E-Jaan was sung by Suman Kalyanpur, Mukesh. This movie/album was directed by R Bhattacharya. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Gulshan Bawra

Ye Mausam Rangin Sama, Thahar Zara O Jaan-E-Jaan Lyrics

Ye Mausam Rangin Sama
Thahar Zara O Jaane Ja
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai
To Phir Kaisa Sharmana
Ye Mausam Rangin Sama
Thahar Zara O Jane Ja
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai
To Phir Kaisa Sharmana
Ruk To Mai Jau Jane Ja
Mujhko Hai Inkar Kaha
Tera Mera Mera Tera Pyar Sanam
Na Ban Jaae Afsana

Ye Chand Ye Sitare Kahte Hai
Mil Ke Sare Aaja Pyar Kare
Ye Chand Ye Sitare Kahte Hai
Mil Ke Sare Aaja Pyar Kare
Ye Chanda Bairi Dekhe Aise
Me Bolo Kaise Ikraar Kare
Dil Me Hai Kuchh Kuchh Kahe Zuban
Pyar Yahi Hai Jane Ja
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai
To Phir Kaisa Sharmana
Ye Mausam Rangin Sama
Thahar Zara O Jane Ja
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai
To Phir Kaisa Sharmana

Ye Pyar Ki Lambi Rahe Kahti Hai
Ye Nigahe Kahi Dur Chale
Ye Pyar Ki Lambi Rahe Kahti Hai
Ye Nigahe Kahi Dur Chale
Baithe Hain Ghera Dale Ye Zalim
Duniya Vale Hame Dekh Jale
Jalta Hai To Jale Jaha
Thahar Zara O Jane Jas
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai
To Phir Kaisa Sharmana
Ruk To Mai Jau Jane Ja
Mujhko Hai Inkar Kaha
Tera Mera Mera Tera Pyar
Sanam Na Ban Jaae Afsana
Ye Mausam Rangin Sama
Thahar Zara Ojane Ja
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai
To Phir Kaisa Sharmana

Share your thoughts

Ye mausam rangeen sama sung by mukesh and suman kalyanpur, Ye mausam rangeen sama from movie modern girl, Ye mausam rangeen sama features sayeeda khan and pradeep kumar, Ye mausam rangeen sama composed by ravi, Modern girl movie songs, Ye mausam rangeen sama song, Suman kalyanpur, Best of mukesh suman kalyanpur, Modern girl, Mukesh, Mukesh modern girl yeh mausam rangeen sama, Ye mausam rangin, Pradeep kumar, Ye mausam rangin sama, Suman kalyanpur old songs