Wo Aaye Ghar Me Humare Khuda Ki Kudrat Hai Song Lyrics from the movie/album Ek Din Ka Badshah released in the year 2018 starring Jairaj, Nishi. The song Wo Aaye Ghar Me Humare Khuda Ki Kudrat Hai was sung by S Balbir, Surender Kohli, Mahendra Kapoor, Kishor Varma. This movie/album was directed by Jugal Kishore. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by Gulshan Bawra

Wo Aaye Ghar Me Humare Khuda Ki Kudrat Hai Lyrics

Wo Aaye Ghar Me Humare
Khuda Ki Kudrat Hai
Are Bhai Kabhi Hum Unko
Are Kabhi Apne Ghar Ko Dekhte Hai
Aji Ek Din Ka Badshah Yu Besahara Ho Gaya
Ek Din Ka Badshah Yu Besahara Ho Gaya
Ek Din Ka Badshah Yu Besahara Ho Gaya
Jaise Ek Shadishuda Phir Se Kawara Ho Gaya
Jaise Ek Shadishuda Phir Se Kawara Ho Gaya

Char Din Ki Chandani Nahi Nahi Nahi
Ek Din Ki Chandani Ab Andheri Rat Hai
Ek Din Ka Badshah Yu Phir Tumhara Saath Hai
Kal Bade Aish Se Kati Hogi
Haye Koi Motarma Mar Miti Hogi
Ho Kisi Ne Taz Pahnaya Hoga
Kisi Ne Raksh Dikhlaya Hoga

Ruksana Hogi Phir Bhi Ha Na Hogi
To Phir Sultana Hogi
Bhai Koi Na
Bhai Koi Na
Jawani Dekh Ke Gulnaro Ki
Yaad Aayi To Hogi Yaro Ki
Lot Ke Budhu Ghar Ko Aaya Hai
Ghar Bhi Apna Nahi Paraya Hai

Aji Hum Jaha Pe Mil Gaye
Wo Ghar Chaubara Ho Gaya
Hum Jaha Pe Mil Gaye
Wo Ghar Chaubara Ho Gaya
Ek Din Ka Badshah Yu Besahara Ho Gaya
Jaise Ek Shadishuda Phir Se Kawara Ho Gaya
Are Suna Hai Ek Bandar Ko Mila Tha Ustara
Ek Din Ustara
Ek Din Ustara
Ek Din
Nakal Usne Jo Ki Hajamat Ki To Kat Gayi Gardan
Kat Gayi Gardan
Kat Gayi Gardan
Kat Gayi Gardan
Suna Tha Ek Zahil Ko Mila Tha Chandi Ka Ek Lota
Wo Pani Pi Pi Ke Usme Hua Bahut Mota
Bamb Tha
Chalo Achha Hai Khuda Nakhun Nahi Deta Haye
Nakhun Nahi Deta
Nakhun Nahi Deta
Nakhun Nahi Deta
Nakhun Nahi Deta
Nahi To Khuja Kar Wo Ganja
Laal Kar Leta
Laal Kar Leta

Aji Taaz Sar Se Uth Gaya To Sar Aawara Ho Gaya
Taz Sar Se Uth Gaya To Sar Aawara Ho Gaya
Ek Din Ka Badshah Yu Besahara Ho Gaya
Jaise Ek Shadishuda Phir Se Kawara Ho Gaya
Afsana Sun Le Pyare Ye Daagdaar Ka
Har Haal Me Nibhaya Maine Sath Yaar Ka

Machharo Ne Yu Raat Kaata Haaye
Khatmalo Ne Yu Khun Chata Haye
Jaise Aapas Ki Dushmani Ho Kahi
Jaise Apna Kahi Khuda Hi Nahi
Aaj Tumko Bhi Ye Tadpayenge
Raat Bhar Tumpe Sitam Dhayenge
Nind Tumko Bhi Nahi Aayegi
Raat Bhar Nani Yaad Aaayegi
Jaise Ki Vaisi Hi Bharo Tum Bhi
Ab Hawalat Me Maro Tum Bhi
Jalo Tum Sado Tum

O Are Raat Bhar Me Dekh
Kya Naksha Hamara Ho Gaya
Rat Bhaar Me Dekh
Kya Naksha Hamara Ho Gaya
Jaise Ek Shadishuda Phir Se Kawara Ho Gaya
Ek Din Ka Badshah Yu Besahara Ho Gaya
Jaise Ek Shadishuda Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara
Phir Se Kawara

Share your thoughts

Wo aaye ghar me humare khuda ki kudrat hai, Mahendra kapoor, Ek din ka badshah, Old romantic songs hindi, Hindi romantic songs, Romantic songs, Superhit hindi song, Bollywood hindi gaane, Hindi song, Hindi gaane, Hindi songs, Old hindi songs, Hindi hit song, Classic songs, Hindi love songs, Bollywood songs, Hindi melody songs, Bollywood old songs, Rafi, Old song, Special, Filmy gaane, Full video song, Movie song, Old movie song