Tune Loot Liya, Loot Liya, Loot Liya Song Lyrics from the movie/album Sunday released in the year 2018 starring Ajay Devgn, Arshad Warsi. The song Tune Loot Liya, Loot Liya, Loot Liya was sung by Daler Mehndi, Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Rohit Shetty. The music was given by Sandeep Chowta, Suroor (Pakistani Band), Daler Mehndi, Shibani Kashyap, Raghav Sachar, Amar Mohile. The lyrics were Penned by Farhad, Sajid, Kamran Bari, Daler Mehndi, Virag Mishra, Aditya Dhar

Tune Loot Liya, Loot Liya, Loot Liya Lyrics

Gore Gore Yeh Gaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Rabba Rabba Kamaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Gore Gore Yeh Gaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Rabba Rabba Kamaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Tune Loot Liya Loot Liya Loot Liya
Tune Loot Liya Loot Liya Loot Liya
Maine Kya Kiya Kya Kiya Kya Kiya
Maine Kya Kiya Kya Kiya Kya Kiya
Tune Loot Liya
Loot Liya
Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya

Hai Sarfiri Kyun Tu Mili
Tauba Dilli Ki Kudi
Abhi Main Khadi
Abhi Gir Padi
Hawaao Mein Main To Udi
O Manchali
O Chulbuli
Yun Na Macha Gadbadi
Gore Gore Yeh Gaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Rabba Rabba Kamaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Tune Loot Liya Loot Liya Loot Liya
Re Baaba Kya Kiya Kya Kiya Kya Kiya
Tune Loot Liya Loot Liya Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya

Achche Bhale Hum To Phase
Kitna Tu Karati Draama
Hey Baara Baje Mehfil Saje
Ho Jaayega Hungaama
Ho Bas Kar Kudi
Varna Abhi Suli Pe Tenu Chadhaava
Gore Gore Yeh Gaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Rabba Rabba Kamaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Tune Loot Liya Loot Liya Loot Liya
O Maine Baaba Kya Kiya Kya Kiya Kya Kiya
Tune Loot Liya Loot Liya Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya

O Phuljhadi Take It Easy
Nazron Ke Tir Na Chalaana
Jaadugari Masti Bhari
Mastaani Main Tu Deewaana
O Jaan-e-jaan Le Legi Jaan
Jalwon Ke Jaal Na Bichaana
Gore Gore Yeh Gaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Rabba Rabba Kamaal Hai Hai Hai Hai Hai Hai
Tune Loot Liya
Loot Liya
Loot Liya
Maine Baaba Kya Kiya Kya Kiya Kya Kiya
Maine Baaba Kya Kiya Kya Kiya Kya Kiya
Tune Loot Liya
Loot Liya
Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya
Hey Loo Loo Loo Loot Liya

Share your thoughts

No Keywords