Tum Meri Ho Bas Meri Ho Song Lyrics from the movie/album M3: Midsummer Midnight Mumbai released in the year 2016 starring Sara Khan, Paras Chhabra. The song Tum Meri Ho Bas Meri Ho was sung by Shaan. This movie/album was directed by Braj Bhushan. The music was given by Sujeet Chaubey. The music rights for song purely belongs to SRK Music

Tum Meri Ho Bas Meri Ho Lyrics

Tum Meri Ho Bas Meri Ho
Kisi Aur Ki Nahin Ho
Tum Meri Ho Bas Meri Ho
Kisi Aur Ki Nahin Ho
Tere Chaand Jaise Chehare Pe
Dil Fidda Hain
Tu Mera Pyar Mera Khuda Hai
Tu Mera Pyar Mera Khuda Hai
Tum Meri Ho Bas Meri Ho
Kisi Aur Ki Nahin Ho

Mujhe Chaho Yaa Na Chaho
Mumkin Hain Ye Magar
Tumhein Paake Main Rahunga
Jaan Apni Bhi Dekar
Mujhe Chaho Yaa Na Chaho
Mumkin Hain Ye Magar
Tumhein Paake Main Rahunga
Jaan Apni Bhi Dekar
Sab Se Juda Aye Jaan Teri Adda Hai
Tu Mera Pyar Mera Khuda Hai
Tu Mera Pyar Mera Khuda Hai
Tum Meri Ho Bas Meri Ho
Kisi Aur Ki Nahin Ho

Tujhe Kaise Main Bataun
Hai Tera Deewana
Teri Chahat Mein Ho Chuka Hoon
Main Sab Se Begaana
Ho Tujhe Kaise Main Bataun
Hai Tera Deewana
Teri Chahat Mein Ho Chuka Hoon
Main Sab Se Begaana
Meri Dhadkano Pe Naam Tera Likha Hai
Tu Mera Pyar Mera Khuda Hai
Tu Mera Pyar Mera Khuda Hai
Tum Meri Ho Bas Meri Ho
Kisi Aur Ki Nahin Ho

Teri Zulfon Ko Sanwarun
Tujhe Baahon Mein Bharloon
Hasrat Hain Had Se Jyada
Tujhe Pyaar Main Karloon
Ho Teri Zulfon Ko Sanwarun
Tujhe Baahon Mein Bharloon
Hasrat Hain Had Se Jyada
Tujhe Pyaar Main Karloon
Mere Dil Ka Tere Dil Se Yeh Rishta Hai
Tu Mera Pyaar Mera Khuda Hai
Tu Mera Pyaar Mera Khuda Hai
Tum Meri Ho Bas Meri Ho
Kisi Aur Ki Nahin Ho.

Share your thoughts

Midsummer midnight mumbai, Sujeet chaubey, Varun dhawan, Mumbai (city/town/village), Bharat bhushan (film writer), Sara khan, Braj bhushan, Movie trailer, Amitabh bachchan, Jitab hum pyar ke baji, Dushhant, Sana khan, Aamir khan, Salman khan, Akshay kumar, Entertainment, T series, Zee music, Afroz khan, Gudnet production, Bhojpuri song video, Video bhojpuri song, Bhojpuri movie song video, Bhojpuri movie video song, Industry (organization sector), Comedy, Gallery