Hum Deewane Hai Aapke Song Lyrics from the movie/album Mere Sanam: A True Companion released in the year 2018 starring Altaaf Sayyed. The song Hum Deewane Hai Aapke was sung by Altaaf Sayyed. The music was given by Chandra Surya. The lyrics were Penned by Akhtar Nafe. The music rights for song purely belongs to Affection Music Records

Hum Deewane Hai Aapke Lyrics

Naino Ki To Baat Naina Jaane Hai
Sapno Ke Raaz To Raina Jaane Hai
Naino Ki To Baat Naina Jaane Hai
Sapno Ke Raaz To Raina Jaane Hai
Dil Ki Baatein Dhadkan Jaane Hai
Jis Pe Guzri Wo Tan Jaane Hai..
Hum Deewane Ho Gaye Hain Aapke
Hum To Bas Itna Jane Hain

Tu Mera Hai Sanam
Tu Mera HumDum..
Tere Sang Jeena Ab Saaton Janam
Tu Mera Hai Sanam
Tu Mera HumDum..
Tere Sang Jeena Ab Saaton Janam

Nazren Ye Aapki Karne Lagi Hoshiyariyaan
Kahi Kar DeNa Ye.. Mere Liye Dushwariyan
Nazren Ye Aapki Karne Lagi Hoshiyariyaan
Kahi Kar DeNa Ye.. Mere Liye Dushwariyan

Husan Ki Baat To Husn Hi Jaane Hai
Roop Ke Naaz To Roop Hi Jaane Hai
Sahi Galat To Darpan Jaane Hai
Jis Pe Guzri Wo Tan Jaane Hai..
Hum Deewane Ho Gaye Hain Aapke
Hum To Bas Itna Jane Hain...

Tu Mera Hai Sanam
Tu Mera HumDum..
Tere Sang Jeena Ab Saaton Janam
Tu Mera Hai Sanam
Tu Mera HumDum..
Tere Sang Jeena Ab Saaton Janam...

Sukhe Patton Ki Tarah...Thi Meri Ye Zindagi...
Oos Ki Boondon Ke Jaise
Jab Se Mujhpe Tu Geeri...
Sukhe Patton Ki Tarah... Thi Meri Ye Zindagi...
Oos Ki Boondon Ke Jaise
Jab Se Mujhpe Tu Giri

Rooh Ki Baat To Saans Hi Jaane Hai
Hothon Ki Khwahishen Pyas Hi Jaane Hai
Kyon Jogi Ho Jogan Jaane Hai
Jis Pe Guzri Wo Tan Jaane Hai..
Hum Deewane Ho Gaye Hain Aapke
Hum To Bas Itna Jane Hain...

Tu Mera Hai Sanam
Tu Mera HumDum..
Tere Sang Jeena Ab Saaton Janam
Tu Mera Hai Sanam
Tu Mera HumDum..
Tere Sang Jeena Ab Saaton Janam...

Share your thoughts

Naino ki jo baat naina jaane hai, Naino ki baat naina jaane hai, Naino ki baat naina jaane hai female version, Naino ki baat, Naino ki jo baat, Tu mera hai sanam, Naino ki baat naina jaane ha, Naino ki to baat, Naino ki baat naina jaane hai female version lyrics, Naino ki ye baat naina jaane hai, Naino ki baat naina jaane, Mera sanam, Naino ki to baat naina jane hai | prateeksha |, Hum deewane hain aapke, Hum deewane ho gaye aapke, Naino ki jo baat naina jane hai lyrics