Wo Milti Ek Pal Aur Pal Do Pal Mein Chali Jaati
Nazar Nahi Milti Thi Ab Dil Ko Woh Nazar Nahi Aati
Tu Milti Thi Toh Dil Ko Tha Sukoon Abb Hai Zara Nahi
Kalam Ye Likhta Toh Ye Dil Ko Dhadkan Hai Zara Si
Tu Zindagi Thi Zindagi Se Kaafi Tha Khafa Mein
Abb Jo Baat Karti Usme Tujhko Dhoondta Main
Sakoon Se Jeene Ka Tha Mauka Jisko Kho Chuka Main
Logon Ko Chodo Yaadon Ko Hi Hu Puchta Main
Tu Nahi Toh Kyun Ye Dil Bhi Nahi Maanta
Aashiqui Ka Matlab Tuney Hi Sikhaya Tha
Tu Bhi Toh Jaane Kitna Pyaar Tujhse Karta Hu Main
Nahi Hai Saath Tu Par Muskurata Dikhta Hu Main
Theekh Hu Mein
Theekh Hu Main
Akela Apni Dhun Mein Zindagi Jiu Main
Afsoos Hai Dil Mein Fir Bhi Kuch Nahi Kahu Mein
Asal Ka Ashiq Hu Bro Aashiqui Karu Mein
Theekh Hu Mein
Theekh Hu Main
Akela Apni Dhun Mein Zindagi Jiu Main
Afsoos Hai Dil Mein Fir Bhi Kuch Nahi Kahu Mein
Asal Ka Ashiq Hu Bro Aashiqui Karu Mein
Tanha Raahon Pe Sirf Yaadon Ka Hisab Hai
Kitaab Likhdu Tere Baare Bemisal Main
Khoya Main Kitna Kuch Par Fir Bhi Na Malaal Hai
Ye Duniya Jaanti Nahi Hu Main Kis Haal Mein
Sath Hai Toh Bas Bache Hai Kuch Yaad Tere
Sare Sawalon Ka Aayea Hu Main Hisaab Dene
Tere Yaadon Ne Mere Neend Liye Cheen
Sojao Toh Bhi Mujhe Aate Hai Bas Khawaab Tere
Behka Dil Ye Tujhpe Dediya Saza Main Khudko
Na Sath Rehna Tha Toh Kardia Azaad Tumko
Azaab Hai Ye Poora Ho Na Paya Aarzoo
Koi Puchta Hai Toh Fir Deta Hu Jawab Unko
Theekh Hu Mein
Theekh Hu Main
Theekh Hu Mein
Theekh Hu Main
Akela Apni Dhun Mein Zindagi Jiu Main
Afsoos Hai Dil Mein Fir Bhi Kuch Nahi Kahu Mein
Asal Ka Ashiq Hu Bro Aashiqui Karu Mein
Theekh Hu Mein
Theekh Hu Main
Akela Apni Dhun Mein Zindagi Jiu Main
Afsoos Hai Dil Mein Fir Bhi Kuch Nahi Kahu Mein
Asal Ka Ashiq Hu Bro Aashiqui Karu
Share your thoughts