Teri Yaadon Mein (Title) Song Lyrics from the movie/album Teri Yaadon Mein released in the year 2017 starring Pawni Pandey. The song Teri Yaadon Mein (Title) was sung by Pavni Pandey. This movie/album was directed by Danielle Nazareth. The lyrics were Penned by Abhilekh Lal. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Teri Yaadon Mein (Title) Lyrics

Hua Hai Kya Nahi Khabar
Par Kuch Toh Hai Alag Magar
Main Jaanti Na Kuch Agar
Bata De Kya Ho Gaya

Phir Hona Kya Hai
Main Hoon Tum Bhi Ho
Mere Paas Ho Tum
Par Gum Bhi Ho

Mere Ashqon Ki Ho Tum Wajah
Mere Honthon Ki Ho Hansi

Teri Yaadon Mein, Main Kho Gaya
Khud Se Judaa Main Bhi Ho Gayi
Teri Yaadon Mein Mil Ke Kho Gayi
Khud Se Judaa Main Yun Ho Gaya

Teri Yaadon Mein..

Kabhi Kahin Toh Hum Mile
Jahan Koi Bhi Milta Nahi
Hai Wahi Jagah Woh Raaste
Pehle Sa Kuch Lagta Nahi

Jaane Kaise Nashe Mein
Ghul Se Gaye Hain Savere
Milte Begaano Se
Par Lag Rahe Ho Tum Kyun Mere

Samjhana Chaahun Main
Lafzon Mein Tumse Keh Na Paaun
Tum Hi Bata Do Kya Ho Gaya?

Phir Hona Kya Hai
Main Hoon Tum Bhi Ho
Mere Paas Ho Tum
Par Gum Bhi Ho

Mere Ashqon Ki Ho Tum Wajah
Mere Honthon Ki Ho Hansi

Teri Yaadon Mein, Main Yun Kho Gaya
Khud Se Judaa Main Bhi Ho Gayi
Teri Yaadon Mein Main Bhi Kho Gayi
Khud Se Judaa Main Yun Ho Gaya

Teri Yaadon Mein…

Share your thoughts

Teri yaadon mein, Pawni pandey, Pawni pandey songs, Teri yaado mein, Teri yaado main, Teri yaado me, Teri yaadon mein song, Main teri yaadon mein, Teri yaadon mein lyrics, Main teri yaadon main, Teri yaadon se doori behtar hai full song lyrics, Yaadon, Teri yaadon se doorie behtar hai lyrics, Teri yaadon se full song lyrics, Teri yaadon se lyrics, Teri yaadon mein electric guitar cover, Teri yaadon mein song hindi, Teri yaadon mein reprise version