Tere Mere Pyar Ka Dushman Jamana Ho Gaya Song Lyrics from the movie/album Mohabbat Ki Kasam released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Amjad Khan. The song Tere Mere Pyar Ka Dushman Jamana Ho Gaya was sung by Shabbir Kumar. The music was given by Kamalkant. The lyrics were Penned by Kulwant Jani

Tere Mere Pyar Ka Dushman Jamana Ho Gaya Lyrics

Tere Mere Pyar Ka Dusman Jamana Ho Gaya
Jine Ka Sahara Tha Jo Marne Ka Bahana Ho Gaya
Haye Marne Ka Bahana Ho Gaya
Tere Mere Pyar Ka Dusman Jamana Ho Gaya
Jine Ka Sahara Tha Jo Marne Ka Bahana Ho Gaya
Haye Marne Ka Bahana Ho Gaya

Pathar Dil Ye Duniya Hai Kon Sune Friyad Yaha
Daulat Vale Jeet Gaye Dil Vale Barbad Yaha
Dil Vale Barbad Yaha Hatho Ki Lakiro Ka
O Hatho Ki Lakiro Ka Jhutha Fasana Ho Gaya
Jine Ka Sahara Tha Jo Marne Ka Bahana Ho Gaya
Haye Marne Ka Bahana Ho Gaya

Aankho Me To Aansu Hai Dard Ki Gar Me Palta Hai
Ye Bhi Apni Kismat Hai Sawan Me Ghar Jalta Hai
Sawan Me Ghar Jalta Hai Dil Tera Mera Haye
O Dil Tera Mera Haye Gamo Ka Nisana Ho Gaya
Jine Ka Sahara Tha Jo Marne Ka Bahana Ho Gaya
Haye Marne Ka Bahana Ho Gaya

Share your thoughts

Kumar sanu hum teri mohabbat me, Kumar sanu hum teri mohabbat mein song, Kishore kumar romantic songs, Kumar sanu songs, Sanam teri kasam, Maana dil akshay kumar, Kumar sanu hit songs, Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai, Kumar sanu & sadhana sargam hits, Hum teri mohabbat mein yun pagal, Dushman na kare song, Kishore kumar songs, Hum teri mohabbat mein, Suhana safar aur ye mausam, Aslam akram sabri kawwali