Tere Bin Soona Soona Hai Jahan Song Lyrics from the movie/album Aamras: The Sweet Taste Of Friendship released in the year 2016 starring Vega Tamotia, Ntasha Bhardwaj. The song Tere Bin Soona Soona Hai Jahan was sung by Mou Mukherjee (Jojo). This movie/album was directed by Rupali Guha. The music was given by Tabun Sutradhar. The lyrics were Penned by Ravi Basnet. The music rights for song purely belongs to Sony Music

Tere Bin Soona Soona Hai Jahan Lyrics

Yeh Zameen Yeh
Aasman Yeh Waadiyaan
Gumsum Hai Kyun
Bhala Saara Sama

Yeh Zameen Yeh
Aasman Yeh Waadiyaan
Gumsum Hai Kyun
Bhala Saara Sama
Yeh Zameen Yeh
Aasman Yeh Waadiyaan
Gumsum Hai Kyun
Bhala Saara Sama
Tham Sa Gaya Yeh
Pal Dil Na Lage Aajkal
Tu Hi Bata Kya Karun
Kaise Yahaan Main Rahun
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan

Yeh Nadi Yeh Saahilein
Yeh Kashtiyaan
Sab Puchhate Hai
Yeh Tu Hai Kahaan
Kya Main Kahun Inase
Dur Hai Tu Mujhase
Kya Baat Hai Kya Huwa
Kyun Ho Gayi Tu Juda
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan

Mere Honto Mein
Sama Banake Hansi
Meri Jindagi Mein
Aa Leke Khushi
Bhul Gayi Tu Mujhe
Yaad Karu Main Tujhe
Aaja Sanam Aa Bhi Ja
Sun Le Sada O Meri Jaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan.

Share your thoughts

Ntasha, Aamras, Rakhi, Sunil doshi, Vega, Pari, Aanchal, Sanya, Maanvi, Jiya, Rupali