Taqdeer Ke Haatho Me Hai Insaan Khilona Song Lyrics from the movie/album Annadata released in the year 2018 starring Ajit, Veena. The song Taqdeer Ke Haatho Me Hai Insaan Khilona was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ismail Memon. The music was given by Mohammed Shafi. The lyrics were Penned by Anjum Jaipuri

Taqdeer Ke Haatho Me Hai Insaan Khilona Lyrics

Takdir Ke Hatho Me Khilona Hai Admi Khilona Hai Admi
Takdir Ke Hatho Me Khilona Hai Admi
Takdir Ke Hatho Me Khilona Hai Admi
Duniya Hai Tamashai Duniya Hai Tamashai Tamasha Hai Admi
Takdir Ke Hatho Me Khilona Hai Admi

Gum Hai Kisi Ko Mera Na Tera Mala Hai
Gum Hai Kisi Ko Mera Na Tera Mala Hai
Har Ik Ko Apni Fikr Hai Apna Khayal Hai
Is Patharo Ke Shehar Me Jeena Mahal Hai
Is Patharo Ke Shehar Me Jeena Mahal Hai
Halat Ke Sitam Ka Nishana Hai Aadmi
Halat Ke Sitam Ka Nishana Hai Aadmi

Ankho Me Khwab Jab Bhi Kushi Ke Sajae Hai
Ankho Me Khwab Jab Bhi Kushi Ke Sajae Hai
Gum Hi Har Ek Ke Hisse Me Aaye Hai
Ae Dil Gila Na Kar Yaha Apne Paraye Hai
Ae Dil Gila Na Kar Yaha Apne Paraye Hai
Riste Ke In Huzum Me Tanha Hai Admi
Riste Ke In Huzum Me Tanha Hai Admi

Muflis Ki Zindagi To Andhero Me Shaam Hai
Muflis Ki Zindagi To Andhero Me Shaam Hai
Daulat Hai Jiske Paas Yaha Uska Naam Hai
Logo Mujhe Batao Ye Kaisa Nijam Hai
Logo Mujhe Batao Ye Kaisa Nijam Hai
Kyu Muflis Ke Jurm Me Ruswa Hai Admi
Kyu Muflis Ke Jurm Me Ruswa Hai Admi
Duniya Hai Tamashai Duniya Hai Tamashai Tamasha Hai Admi
Takdir Ke Hatho Me Khilona Hai Admi
Khilona Hai Admi Tamsah Hai Admi
Tamasha Hai Admi

Share your thoughts

Shafi muhammad, Jab hum allah se kisi insaan ko pane ki chahat karte hain??, Shafi fakir, New taqreer, 2020 taqreer, Maulana jarjees ansari hafizaullah, Jarjees ansari hafizaullah, Hindusthani sangeeth, Maulana jarjis ansari hafizaullah, Narrated by syed ahsan aas, Shab e qadar naat, Attaullah khan esakhelvi song, Dilbar saahi naat, Shan-e-mohammad, Attaullah khan song, Main bewafa nahi nazar se na utariye, Dilbar sahi naat epaak, Jarjis ansari hafizaullah