Suraj Se Jo Kiran Ka Naata Song Lyrics from the movie/album Hungama (1971). The song Suraj Se Jo Kiran Ka Naata was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anjaan

Suraj Se Jo Kiran Ka Naata Lyrics

Suraj Se Jo Kiran Ka Naata, Saagar Se Jo Leharon Ka
Wohi Hai Tera Mera Rishta, Tu Jaane Ya Naa Jaane
Phul Mein Jaise Basati Hai Khushbu, Tu Hai Basa Mere Mann Mein
Pyaar Hai Tera Jivan Mera, Tu Maane Ya Na Maane
Suraj Se Jo Kiran Ka Naata

Pehali Baar Tujhe Dekha Toh Hum Aise Sudh Budh Bhule – (2)
Ho Jaise Saawan Ki Pehali Purwaayi Dharati Ko Chume
Dharati Se Jo Nil Gagan Ka, Saawan Se Purwaayi Ka
Suraj Se Jo Kiran Ka Naata, Saagar Se Jo Leharon Ka
Wohi Hai Tera Mera Rishta, Tu Jaane Ya Naa Jaane
Suraj Se Jo Kiran Ka Naata

Do Din Ki Dekha Dekhi Mein Yug Yug Ke Manmeet Mile – (2)
Tum Bole Do Bol Ke Mujhako Janam Janam Ke Geet Mile
Taar Se Do Jhankaar Ka Naata, Geeton Se Jo Sargam Ka
Suraj Se Jo Kiran Ka Naata, Saagar Se Jo Leharon Ka
Wohi Hai Tera Mera Rishta, Tu Jaane Ya Naa Jaane
Suraj Se Jo Kiran Ka Naata Hmm Hmm Mm Mm Mm…

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Mukesh, Hungama, Rahul dev burman, Tera mujhse hai pehle ka naata koi lyrics, Lata mangeshkar songs, Hungama 1971, Hits of lata mangeshkar romantic songs, Lata mangeshkar hit songs, Old lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar hits, Tera mujhse hai pehle ka naata koi female version, Tera mujhse hai pehle ka naata koi jaane tu ya jaane na, Mangeshkar, Sooraj se jo kiran ka nata, Lata and mukesh, R d burman rare song, R.d burman rare song