Suno Re Bhai Raja Se Bhikhari Tak Song Lyrics from the movie/album Dekhi Teri Bambai released in the year 2015 starring Daljit, Purnima. This movie/album was directed by Kailash Bhandari. The music was given by Vinod. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Suno Re Bhai Raja Se Bhikhari Tak Lyrics

Suno Re Bhai Raja Se Bhikhari Tak
Chor Se Pujaari Tak
Raani Se Kahaari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka

Do Minton Mein Raam
Naam Satt Hai Bhai
Raja Se Bhikhari Tak
Chor Se Pujaari Tak
Raani Se Kahaari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka

Dilwaalon Ke Khel Hai Babu
Kismet Waale Khelenge
Dilwaalon Ke Khel Hai Babu
Kismet Waale Khelenge
Maya Hogi Meharbaan
To Jholi Bhar Bhar Le Lenge
Bhale Se Jawaari Tak
Panchhi Se Shikaari Tak
Kangle Se Hazaari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka
Arre Phenk Phenk Phenk Pyaare

Raja Se Bhikhari Tak
Chor Se Pujaari Tak
Raani Se Kahaari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka

Kismet Tujhko Dhoondh Rahi Hai
Babu Kyon Sharmaata Hai
Kismet Tujhko Dhoondh Rahi Hai
Babu Kyon Sharmaata Hai
Arre Peechhe Peechhe Rehne Waala
Peechhe Hi Reh Jaata Hai
Buddhu Se Khilaadi Tak
Coolie Se Anaadi Tak
Gali Se Pahaadi Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka

Kyon Bete Tingoo
Raja Se Bhikhari Tak
Chor Se Pujaari Tak
Raani Se Kahaari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka

Der Na Kar Matwaale Raja
Samay Guzarta Jaata Hai
Der Na Kar Matwaale Raja
Samay Guzarta Jaata Hai
Arre Rooth Na Jaaye Lachhmi Rani
Kaahe Der Lagata Hai
Bambay Se Attaari Tak
Patli Se Bhaari Tak
Fashionable Naari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka

Aao Bhai Lagao Bhai
Raja Se Bhikhari Tak
Chor Se Pujaari Tak
Raani Se Kahaari Tak Aaye
Naseeb Azmaaye
Laga Le Daao Zindagi Ka
Bharosa Nahi Aadmi Ka.

Share your thoughts

Mai re mai hamara uhe laiki chahi bhojpuri songs, Mumbai ki radha, Bambai, Vinod dancer ki nautanki, Chotu ki thali, Nautanki gajal, Dev anand and rakhi songs, Banshidhar chaudhary ka maithili song, Top bhajan of khatu shyam by sanjay mittal, Hari bharwad superhit bhajan, Saali tera hojya mamla kharab, Narendra chanchal super hit bhajan, Khatu shyam mandir jaipur rajasthan, Bansidhar chaudhary ka maithili song, Khatu shyam ji mandir khatu