Stone Man Shaitaani Avtaar Hai Song Lyrics from the movie/album The Stoneman Murders released in the year 2018 starring Kay Kay Menon, Arbaaz Khan. The song Stone Man Shaitaani Avtaar Hai was sung by Suhas. This movie/album was directed by Manish Gupta. The music was given by Siddharth Suhas. The lyrics were Penned by Manish Gupta

Stone Man Shaitaani Avtaar Hai Lyrics

Raaj Tha Barso Purana
Tha Koi Andekha Anjaan
Daastaan Hai Uski Puraani
Schchi Bhali Yeh Uski Kahaani
Koi Jaane Na Jaane Pehchaane Ya Maane
Ki Sach Hai Afsat Hai Gawaah Hai Jamaane
Koi Jaane Na Jaane Pehchaane Ya Maane
Ki Sach Hai Afsat Hai Gawaah Hai Jamaane
Stone Man Shaitaani Avtaar Hai
Stone Man Dimaagi Bimaar Hai
Stone Man Shaitaani Avtaar Hai
Stone Man Dimaagi Bimaar Hai

Raaz Kisi Ne Yeh Na Jaana
Kya Tha Usaka Naam Thikaana
Tha Woh Bas Koyi Naamsaaya
Abb Palatkar Laut Ke Hai Aaya
Koi Jaane Na Jaane Pehchaane Ya Maane
Ki Sach Hai Afsat Hai Gawaah Hai Jamaane
Koi Jaane Na Jaane Pehchaane Ya Maane
Ki Sach Hai Afsat Hai Gawaah Hai Jamaane
Stone Man Shaitaani Avtaar Hai
Stone Man Dimaagi Bimaar Hai
Stone Man Shaitaani Avtaar Hai
Stone Man Dimaagi Bimaar Hai

Share your thoughts

No Keywords