Sooraj Hi Chhaon Banke
Aaya Hai Aaj Tanke
Uska Saaya Dhaal Banke
Saath Na Chhode
Aisi Taakat Jiske Aage
Maut Damm Tode
Har Ik Lamha Hifaazat
Zameen Se Hai Falak Tak
Uski Aankein Baaz Jaise
Har Taraf Dekhi
Hai Akela Fauj Jaisa
Waar Na Chooke
Jhanjhaa Jangal Mein
Kasauta Dangal Mein
Ek Toofaan Ek Garjan
Mile To Dharati Hile
Wo Rusul Jaise
Kabhi Rann Tumul Jaise
Ek Dhaar Aur Ek Khanjar
Ghaat Aisi Kare
Ek Barbar Ek Tatpar
Bhay Bhi Dahshat Se Dare
Dost Aisa Zindagi Mein
Har Kisi Ko Mile
Jaise Saans Tann Ko Mile
Sooraj Hi Chhaon Banke
Aaya Hai Aaj Tanke
Uska Saaya Dhaal Banke
Saath Na Chhode
Aisi Taakat Jiske Aage
Maut Damm Tode
Share your thoughts