Sharam Aati Hai Magar Song Lyrics from the movie/album Padosan released in the year 2020 starring Sunil Dutt, Saira Banu. The song Sharam Aati Hai Magar was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Jyoti Swaroop. The music was given by Rahul Dev Burman. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sharam Aati Hai Magar Lyrics

Sharm Aati Hai Magar
Aaj Yeh Kehana Hoga
Sharm Aati Hai Magar
Aaj Yeh Kehana Hoga
Abb Hame Aap Ke Kadamo
Hi Mai Rehana Hoga
Sharm Aati Hai Magar

Aap Se Ruthh Ke Ham
Jitna Jiye Khaank Jiye

Aap Se Ruthh Ke Ham
Jitna Jiye Khaank Jiye
Kayi Iljaam Liye
Aur Kayi Iljaam Diye
Aaj Ke Bad Magar Kuchh
Bhi Naa Kehana Hoga
Abb Hame Aap Ke Kadamo
Hi Mai Rahana Hoga
Sharm Aati Hai..hmm

Der Ke Baad Yeh Samaje
Hain Mohabbat Kya Hai
Abb Hame Chaand Ke
Jhumar Ki Jarurat Kya Hai
Pyaar Se Badhake Bhala
Aur Kya Gehana Hoga
Abb Hame Aap Ke Kadamo
Hi Mai Rehana Hoga
Sharm Aati Hai Magar
Aaj Yeh Kehana Hoga

Aap Ke Pyar Ka
Bimar Hamara Dil Hai
Aap Ke Pyar Ka
Bimar Hamara Dil Hai
Aapke Dhun Ka Kharidar
Hamara Dil Hai
Aapko Apna Koi
Dard Na Sehana Hoga
Aab Hame Aapke Kadmo
Hi Mai Rehna Hoga
Sharm Aati Hai Magar
Aaj Yeh Kehana Hoga

Sharm Aati Hai Magar.

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Sharm aati hai magar, Padosan, Sharam aati hai magar, Sharam aati hai magar revival film - padosan, Roz shaam aati thi magar aisi na thi lyrics, Roz sham aati hai magar aesi lata mangeshkar, Lata mangeshkar roz sham aati hai magar aesi, Roz shaam aati thi magar aisi na thi karaoke with lyrics, Roz sham aati hai magar aesi lyrics, Sharm aarti hai magar, Lyrics of roz sham aati hai magar aesi, Roz sham aati hai magar aesi lyrics in hindi, Lata mangeshkar songs