Samundar (Title) Song Lyrics from the movie/album Samundar released in the year 2017 starring Babbu Maan. The song Samundar (Title) was sung by Babbu Maan. The music was given by Babbu Maan. The lyrics were Penned by Babbu Maan. The music rights for song purely belongs to Swag Music

Samundar (Title) Lyrics

Tu Toh Kehta Hai Ki Main Ret Ki Tarah Bikhar Gaya,
Tu Toh Kehta Hai Ki Main Ret Ki Tarah Bikhar Gaya,

Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,

Hmmm..utar Gaya..

Woh Udata Raha Aur Main Bhi Udta Raha,
Woh Udata Raha Aur Main Bhi Udta Raha,
Kaat Di Dor Bereham Ne Ke Jab Main Shikhar Gaya,

Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,

Tum Ruko Aaya, Ye Kehke Nikle Tha Woh,
Tum Ruko Aaya, Ye Kehke Nikle Tha Woh,
Main Usi Waqt, Usi Mod Par Sanam Thehar Gaya,

Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,

Baad Dango Ke Uthata Tha Woh Laashon Ko,
Baad Dango Ke Uthata Tha Woh Laashon Ko,
Woh Bechara Kal Raat Dange Mein Mar Gaya,

Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,

Hmmm..utar Gaya..

Maan Ne Yunhi Uchala Tha Khat Hawaon Mein,
Maan Ne Yunhi Uchala Tha Khat Hawaon Mein,
Na Jaane Kaise Beraham Teri Chhat Pe Gir Gaya,

Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya,

Hmmm..utar Gaya..

Share your thoughts

Babbu maan, Babbu maan songs, Saat samundar paar, Saat samundar sadhana sargam, Saat samundar divya bharti, Saat samundar paar main full song, Umeed babbu maan, Saat samundar, Nadiyon paar sajan da thana song, Saat samundar paar main tere peechhe peechhe a gai, Punjabi gaane, Katra mila samandar se, Katra mila samandar se song, Zeenat amaan songs, Shaan, Karan aujla songs, Kodanda rami reddy hit movies, Shamur let the music play dance, Anand raaj anand