Saawan Song Lyrics from the movie/album Jaanisaar released in the year 2018 starring Imran Abbas, Pernia Qureshi. The song Saawan was sung by Malini Awasthi. This movie/album was directed by Muzaffar Ali. The music was given by Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan. The lyrics were Penned by Traditional

Saawan Lyrics

Barkha Na Suhaay Tere Bin
Kalkatte Wale Piya Kab Aaoge Tum

Tumko Aane Mein
Tumko Aane Mein
Tumko Aane Mein
Tumko Bulaane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Tumko Aane Mein
Tumko Bulaane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Dhundhate Dhundhate
Dhundhate Dhundhate Hi Zamane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Tumko Aane Mein
Tumko Bulaane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna

Daag Hai Dil Mein Laakho Gehre Haaye
Daag Hai Dil Mein Laakho Gehre
Nayan Mein Apne Kajra Na Thehre
Nayan Mein Apne Kajra Na Thehre
Sapno Mein Aake Mila Kya Satane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Tumko Aane Mein Aane Mein
Tumko Aane Mein
Tumko Bulaane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna

Beet Gaya Jug Patiyaan Kaahen Haaye
Roothe Balam Ko Kaun Samjhaaye
Beet Gaya Jug Patiyaan Kaahen
Roothe Balam Ko Kaun Samjhaaye
Mann Ki Umango Ko Ro Kar Sunane Me
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Tumko Aane Mein
Tumko Bulaane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna

Paake Bidesh Mein Sautan Koi
Are Chain Na Laage O Neermohi
Paake Bidesh Mein Sautan Koi
Chain Na Laage O Neermohi
O Neermohi O Neermohi O Neermohi
Paake Bidesh Mein Sautan Koi
Chaina Na Laage O Neermohi
Ratiyon Mein Bindiya Sajane Mitane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Kahin Sawan Sawan Sawan
Kahin Sawan Sawan Sawan
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna

Dhundhate Dhundhate
Dhundhate Dhundhate Hi Zamane Mein
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Sawan Sawan Sawan Sawan
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna
Kayi Sawan Baras Gaye Saajna

Share your thoughts

Jaanisaar, Ustad shafqat ali khan, Jaanisaar movie, Jaanisaar hindi movie, Jaanisaar lyrics, Muzaffar ali, Malini awasthi, Jaanisaar shemaroo, Jaanisaar 2015, Jaanisaar full movie, Jaanisaar trailer, Jaanisaar official movie trailer, Malini awasthi tumko aane me tumko bulane me, Shafqat amanat ali, Pernia qureshi jaanisaar, Jaanisaar 2015 hindi full movie, Muzaffar ali movies, Muzaffar ali (film director), Jaanisar songs, Ustad nusrat fateh ali khan