Ranjhe Ki Ankhon Me Song Lyrics from the movie/album Jeevan Jyoti released in the year 2018 starring Vijay Arora, Bindiya Goswami. The song Ranjhe Ki Ankhon Me was sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Murugan Kumaran. The music was given by Salil Chowdhury. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Ranjhe Ki Ankhon Me Lyrics

Maine Dil Se Tumhari Tsveer Utari
Koi Shikwa Na Vada
Sab Kuch Sidha Sadha
Itna Sikhaya Tune Kuch Bhi Na Aaya

Ranjhe Ki Aankho Se Dekho Heer Ko
Ranjhe Ki Aankho Se Dekho Heer Ko
Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko
Aji Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko
Ranjhe Ki Aankho Se Dekho Heer Ko
Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko
Aji Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko

Jo Prem Ka Dhang Na Jane
Wo Gori Kis Kaam Ki
Main To Itna Janu
Main Diwani Tere Naam Ki
Jo Prem Ka Dhang Na Jane
Wo Gori Kis Kaam Ki
Main To Itna Janu
Main Diwani Tere Naam Ki
Apne Resham Jaise Baalo Ko Lahra Do
Bikhra Do
Bikhra Do In Julfo Ki Janjir Ko
Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko
Aji Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko

Ab Maan Bhi Jaao Saiya
Aise Na Mujhse Rutho
Accha Me Chhip Jata Hu
In Aankho Me Tum Dhundho
Maan Bhi Jaao Saiya
Aise Na Mujhse Rutho
Accha Me Chhip Jata Hu
In Aankho Me Tum Dhundho
Dur Nikal Na Jana
Ab Tum Badal Na Jana
Tumne Badla
Tumne Badla Hai Meri Taqdeer Ko
Mujhko Chhodo Dekho Apni Tasveer Ko
Are Mujhko Chhodo Dekho Apni Tasveer Ko

Ranjhe Ki Aankho Se Dekho Heer Ko
Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko
Are Mujhko Chhodo Dekho Apni Tasveer Ko
Mujhko Chhedo
Chhodo Meri Tasveer Ko

Share your thoughts

Kishore kumar, Salil chowdhury, Lata mangeshkar- jeevan jyoti 1976-salil chowdhury, Jeevan jyoti, A tribute to kishore kumar, Manna dey | music-salil chowdhury | parivar, Kishor kumar, Ja tose nahin boloon kanhaiya | lata mangeshkar, Raanjhe ki ankho se dekho heer ko- kishore kumar, Kishore songs, Kishore with salil chowdhury, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Jeevan jyoti (1976), Salil chowdhury hindi songs, Salil chowdhury songs, Lata mangeshka, Kishore kumar songs