Ram Tumhara Naam Song Lyrics released in the year 2021 starring Taha Shah Badussha, Mahrru Shaikh. The song Ram Tumhara Naam was sung by Payal Dev. The music was given by Payal Dev. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir. The music rights for song purely belongs to T-Series

Ram Tumhara Naam Lyrics

Ram Tumhara Naam
Sukhon Ka Saar Hua

Ram Tumhara Naam
Sukhon Ka Saar Hua
Ram Lehar Main Jo Dooba
Bas Wohi Par Hua

Hum Jaise Bhi Hain
Raghav Uddhar Karo
Humko Bhi Nij Charanon Mein
Sweekaar Karo

Hum Jaise Bhi Hain
Raghav Uddhar Karo
Humko Bhi Nij Charnon Mein
Sweekaar Karo

Jab Shabree Ka Ber
Tumhein Sweekaar Hua
Ram Lehar Main Jo Dooba
Bas Wohi Par Hua

Ram Alakh Se Janmon Ka
Andher Gaya
Jis Patthar Pe
Ram Likha Wo Tair Gaya

Ram Alakh Se Janmon Ka
Andher Gaya
Jis Patthar Pe
Ram Likha Wo Tair Gaya

Kaun Jagat Mein Ram
Tum Jaisa Avtaar Hua
Ram Lehar Main Jo Dooba
Bas Wohi Par Hua

Sheer Sindhu Mein
Sheshnag Par Soye The
Dekh Hamari Dasha Nayan
Bhaar Roye The

Sheer Sindhu Mein
Sheshnag Par Soye The
Dekh Hamari Dasha Nayan
Bhaar Roye The

Tum Utare Jo Ram
Dharti Par Upakar Huya
Ram Lehar Main Jo Dooba
Bas Wohi Par Huya

Hum Jaise Bhi Hain
Raghav Uddhar Karo
Humko Bhi Nij Charanon Mein
Sweekaar Karo

Jab Shabree Ka Ber
Tumhein Sweekaar Hua
Ram Lehar Main Jo Dooba
Bas Wohi Par Hua.

Share your thoughts

Ram tumhara naam payal dev, Ram tumhara naam lyrics, Ram tumhara naam, Ram tumhara naam payal dev lyrics, Ram tumhara naam payal dev lyrics black screen, Ram tumhara naam song, Lyrics ram tumhara naam lyrics-payal dev manoj muntashir, Ram tumhara naam ringtone, Lyrics ram tumhara naam, Ram tumhara naam status, Ram tumhara naam new song, Ram tumhara, Ram tumhara naam lyrics-payal dev manoj muntashir, Ram tumhara naam payal dev song, Ram tumhare naam hindi lyrics