Rab Ka Shukrana Song Lyrics from the movie/album Jannat 2. The song Rab Ka Shukrana was sung by Mohit Chauhan. The music was given by Pritam Chakraborty. The lyrics were Penned by Sayeed Quadri

Rab Ka Shukrana Lyrics

Tu Hai Ab Jo Baahon Mein Qarar Hai Rab Ka Shukrana
Saanson Mein Hai Nasha Khumar Hai Rab Ka Shukrana
Tu Hi Ab Mera Deen Hai Imaan Hai Rab Ka Shukrana
Mera Kalma Hai Tu Azaan Hai Rab Ka Shukrana
Rab Ka Shukrana
(Tu Mila Toh Sab Mila Ab Kisi Se Kya Gila
Tujhme Simtu Aa Main Bikhru Teri Baahon Mein) – 2
Fanaa Ho Jaaun Main
Tu Hi Ab Duniya Meri Jahaan Hai Rab Ka Shukrana
Khwabon Ki Khayalon Ki Udaan Hai Rab Ka Shukrana
Tu Hi Ab Mera Din Hai Imaan Hai Rab Ka Shukrana
Mera Kalma Hai Tu Azaan Hai Rab Ka Shukrana

(Sab Se Ho Jaaun Pare Jo Ishaara Too Kare
Ab Toh Rehna Hai Tujhi Mein Gumshuda Hoon Main) – 2
Ho Teri Baahon Mein
Jazbon Ka Toh Naya Bayaan Hai Rab Ka Shukrana
Naya Rutba Nayi Shaan Hai Rab Ka Shukrana
Tu Hi Ab Mera Din Hai Imaan Hai Rab Ka Shukrana
Mera Kalma Hai Tu Azaan Hai Tu Rab Ka Shukrana
Rab Ka Shukrana

Share your thoughts

Jannat 2, Mohit chauhan, Rab ka shukrana, Rab ka shukrana lyrics, Pritam chakraborty, Rab ka shukrana mohit chauhan, Mohit chauhan rab ka shukrana lyrics, Rab ka shukrana | mohit chauhan | jannat 2 (????whatsapp status ????), Mohit chauhan rab ka shukrana, Rab ka shukrana lyrics mohit chauhan, Rab ka shukrana lyrics jannat 2, Pritam, Esha gupta hot kiss in jannat 2, Rab ka shukrana pritam, Rab ka shukrana reprise, Shukrana, Jannat 2 songs, Rab ka shukrana jannat 2