Raaste Bhar Ro Ro Ke Song Lyrics from the movie/album Khwab Tumhare released in the year 2014 starring Ashok Khosla. The song Raaste Bhar Ro Ro Ke was sung by Ashok Khosla. The music was given by Ashok Khosla. The lyrics were Penned by Farooq Qaiser. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Raaste Bhar Ro Ro Ke Lyrics

Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne
Basti Kitani Door Basali
Basti Kitani Door Basali
Dil Mein Basne Walo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne

Koan Hamara Dard Padhega
Inn Zakhmi Deewaro Par
Koan Hamara Dard Padhega
Inn Zakhmi Deewaro Par
Apna Apna Naam Likha Hain
Apna Apna Naam Likha Hain
Saare Aane Walo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne
Basti Kitani Door Basali
Basti Kitani Door Basali
Dil Mein Basne Walo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne

Dil Ka Ghamo Se Rishta Kyaa Hai
Ishq Ka Haasil Aansu Kyun
Dil Ka Ghamo Se Rishta Kyaa Hai
Ishq Ka Haasil Aansu Kyun
Hamko Kitna Zeher Peelaya
Hamko Kitna Zeher Peelaya
In Bedard Sawaalo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne
Basti Kitani Door Basali
Basti Kitani Door Basali
Dil Mein Basne Walo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne

Barbaadi Ka Mela Dekhun
Qaisar Apni Aankhon Se
Barbaadi Ka Mela Dekhun
Qaisar Apni Aankhon Se
Mere Ghar Ko Chhod Diya Hain
Basti Puchhane Waalo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne
Basti Kitani Door Basali
Basti Kitani Door Basali
Dil Mein Basne Walo Ne
Raaste Bhar Ro Ro Ke Humse
Puchha Paaon Ke Chhalo Ne.

Share your thoughts

Ashok khosla, Best of ashok khosla, Ashok khosla ghazals, Ashok khosla ghazals songs, Ashok khosla songs, Ashok khosla (musical artist), Ashok khosla khazana, Khosla, Divya khosla kumar, America wala dollar song | r maan, Ashok, Bulbul teaser divya khosla kumar, Divya khosla kumar hot, Divya khosla short film, Bulbul divya khosla kumar, Divya khosla kumar movies, Divya khosla kumar new movie, Raaste bhar ro ro ke, Ajnabi shahr men ajnabi raaste, Bhosle