Purane Chahne Walo Se (Part 2) Song Lyrics from the movie/album Nazaare released in the year 2018 starring Agha, Shashikala. The song Purane Chahne Walo Se (Part 2) was sung by G. M. Durrani, Geeta Dutt. This movie/album was directed by Prahlad Dutt. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Rajindra Krishan

Purane Chahne Walo Se (Part 2) Lyrics

Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho
Kiya Tha Hamse Wada
Aur Unke Sath Jate Ho
Na Tumse Jaan Na Pahchan
Na Kuch Waasta Apna
Gale Padne Se Kya Hasil Hai
Pakdo Raasta Apna

Kiraye Par Liya Hai Suit
Kyu Dhokhe Me Aate Ho
Kiraye Par Liya Hai Suit
Kyu Dhokhe Me Aate Ho
Wahi Ho Tum Zamane Bhar Ne
Ek Din Jisko Thukraya
Wahi Ho Tum Zamane Bhar Ne
Ek Din Jisko Thukraya
Zamane Bhar Ke Thukraye Ko
Mere Dil Ne Apnaya
Mere Dil Ne Apnaya
Ye Sewa Hai Tumhara Dil
Laga Kar Bhul Jate Ho
Ye Sewa Hai Tumhara Dil
Laga Kar Bhul Jate Ho

Mohabbat Ka Zamana Hai
Mohabbat Ke Nazare Hai
Mohabbat Ka Zamana Hai
Mohabbat Ke Nazare Hai
Dilo Me Hasrate Betab
Aankho Me Ishare Hai
Dilo Me Hasrate Betab
Aankho Me Ishare Hai

Isharo Hi Isharo Me
Kisi Ka Dil Jalate Ho
Isharo Hi Isharo Me
Kisi Ka Dil Jalate Ho
Bhari Mahfil Me Le De Ke
Hamara Dil Akela Hai
Bhari Mahfil Me Le De Ke
Hamara Dil Akela Hai
Hamari Ghar Me Virani
Waha Pariyo Ka Mela Hai
Hamari Ghar Me Virani
Waha Pariyo Ka Mela Hai
Tumhare Paas Hum Aate Hai
Aur Tum Dur Jate Ho
Tumhare Paas Hum Aate Hai
Aur Tum Dur Jate Ho

Na Ro Ae Rone Wale
Pyar Lekar Mai Chali Aayi
Na Ro Ae Rone Wale
Pyar Lekar Mai Chali Aayi
Magar Dekho Kisi Din Tum Bhi
Ban Jana Na Harjaai
Magar Dekho Kisi Din Tum Bhi
Ban Jana Na Harjaai
Tumhe Meri Kasam
Ab Chup Raho Kyu Dil Dukhate Ho
Tumhe Meri Kasam
Ab Chup Raho Kyu Dil Dukhate Ho

Dekh Milate Ho Usi Ko Khaak Me
Jo Dil Se Milta Hain
Meri Jan Chahne Wala
Badi Mushkil Se Milta Hain
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho

Ye Surat Aur Hamse Dosti
Achhi Nahi Saahab
Nashe Me Aapne Sandal Meri Dekhi Nahi Saahab
Akeli Dekh Kar Tum Raah Me Aankhe Dikhaate Ho
Akeli Dekh Kar Tum Raah Me Aankhe Dikhaate Ho

Jalaate Ho Hame Lekin
Kabhi Tum Bhi To Jalte The
Na Aate The Ager Ham Raat Bhar
Pahlu Badalte The
Ye Sewa Hai Tumhara Dil
Laga Kar Bhul Jate Ho
Ye Sewa Hai Tumhara Dil
Laga Kar Bhul Jate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho

December Ki Ye Thandi Raat Aru Uspe Ye Tanhaai
Na Jaane Aaj Kis Bairan Ke
Ghar Baithe Ho Harjaai
Chale Bhi Aao Parvaano
Hame Na Haq Dilaate Ho
Chale Bhi Aao Parvaano
Hame Na Haq Dilaate Ho

Sambhal Ae Raat Ki Raani
Ye Parvaane Chale Aaye
Teri Fariyaad Me Dilbar
Ye Divaane Chale Aaye
Gale Se Aa Milo
Kyun Dur Se Ulfat Jataate Ho
Gale Se Aa Milo
Kyun Dur Se Ulfat Jataate Ho
Bujhaai Hai Agar Ye Pyas Nazro Ki
Yahi Hal Hai
Paraai Aag Me Jalna
Magar Sikha Nahi Hamne
Chalo Ae Dosto Kyun Muft Me
Jaane Ganvaate Ho
Chalo Ae Dosto Kyun Muft Me
Jaane Ganvaate Ho

Gale Tujhko Lagayega
Ye Divaana Mohabbat Ka
Kafan Baandhe Huye Aya Hain
Mastana Mohabbat Ka
Ye Meri Khushnasibi Hain
Ke Tum Mujhko Jalaate Ho
Tumhe Meri Kasam
Ab Chup Raho Kyu Dil Dukhate Ho

Bahaar Aai
Chaman Ke Patte Patte Par Shabab Aaya
Bahaar Aai
Chaman Ke Patte Patte Par Shabab Aaya
Likha Tha Khat Jo Bhanwre Ko
Nahi Uska Jawab Aaya
Likha Tha Khat Jo Bhanwre Ko
Nahi Uska Jawab Aaya
Kaho Sarkaar
Kaho Sarkaar Kaho
Sarkaar
Kaho Sarkaar Main Haajir Hu
Kyun Mujhko Bulate Ho
Kaho Sarkaar Main Haajir Hu
Kyun Mujhko Bulate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho

Main Lobhi Ras Ka Hu
Duniya Mujhe Kahti Hain Harjai
Milaai Aankh Jisne Mujhse
Wo Aakhir Me Pachhtaai
Mohabbat Ke Ye Din
Kyun Jhuthi Baaton Me Ganvate Ho
Mohabbat Ke Ye Din
Kyun Jhuthi Baaton Me Ganvate Ho
Tum Harjaai Sahi Lekin
Ghadi Bhar Ko Chale Aao
Tum Harjaai Sahi Lekin
Ghadi Bhar Ko Chale Aao
Hamaari Dil Ki Sun Jaao
Kuch Apni Dil Ki Kah Jaao
Hamaari Dil Ki Sun Jaao
Kuch Apni Dil Ki Kah Jaao

Mujhe Manjur Hain Jo Apni Marji Se Bulaate Ho
Mujhe Manjur Hain Jo Apni Marji Se Bulaate Ho
Hamare Haath Se Tum
Aaj Bach Kar Jaa Nahi Sakte
Hamare Haath Se Tum
Aaj Bach Kar Jaa Nahi Sakte
Tumhaare Pyar Ke Dhokhe Me
Ab Ham Aa Nahi Sakte
Tumhaare Pyar Ke Dhokhe Me
Ab Ham Aa Nahi Sakte
Idhar Bhi Dil Lagaate Ho
Udhar Bhi Dil Lagaate Ho
Idhar Bhi Dil Lagaate Ho
Udhar Bhi Dil Lagaate Ho

Idahr Bijli Udhar Shola
Main Jaau To Kahan Jaau
Idahr Bijli Udhar Shola
Main Jaau To Kahan Jaau
Musibat Hi Musibat Hain
Jahan Jaau Waha Jaau
Musibat Hi Musibat Hain
Jahan Jaau Waha Jaau
Mohabbat Ke Maze Lute Hain
Ab Aansu Bahaate Ho
Mohabbat Ke Maze Lute Hain
Ab Aansu Bahaate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho
Purane Chahne Walo Se
Kyu Aankhe Churate Ho

Share your thoughts

Geeta, Geeta dutt, G m durrani, Geeta roy, Nazare, Shashikant awara shehzadi dil walo pyar kar lo, Dulhan, Dutt, Chali, Pritam, Nanand, Mubarak begum, Mohammed rafi, Maroongi nainon ke tir, All, Rafi, Bana, Kumar, Nayyar, Hemant, Kishore, Khayyam, Madhubala, Jagwala mela, Shamshad begum, Shamshad beghum, Roy, Mohd, Mukesh, Ka, Vesh, Ke, Bhojai(1949), Time, Hit, Song, Punjabi non - film hits vol - 8