Puraane Chaahne Walon Se Song Lyrics from the movie/album Nazaare released in the year 2016 starring Agha, Shashikala. The song Puraane Chaahne Walon Se was sung by G. M. Durrani, Shamshad Begum. This movie/album was directed by Prahlad Dutt. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Puraane Chaahne Walon Se Lyrics

Puraane Chaahne Walon Se
Kyu Aankhe Churaate Ho
Kiya Tha Hamse Wada
Aur Unke Sath Jate Ho
Na Tumse Jan Na Pahchan
Na Kuch Wasta Apna
Gale Padne Se Kya Hasil Hai
Pakdo Rashta Apna

Kiraye Par Liya Hai Suit
Kyu Dhokhe Mein Aate Ho
Kiraye Par Liya Hai Suit
Kyu Dhokhe Mein Aate Ho
Wahi Ho Tum Zamane Bhar Ne
Ek Din Jisko Thukraya
Wahi Ho Tum Zamane Bhar Ne
Ek Din Jisko Thukraya
Zamane Bhar Ke Thukraye Ko
Mere Dil Ne Apnaya
Ye Sewa Hai Tumhara Dil
Laga Kar Bhul Jate Ho
Ye Sewa Hai Tumhara Dil
Laga Kar Bhul Jate Ho

Mohabbat Ka Zamana Hai
Mohabbat Ke Nazare Hai
Mohabbat Ka Zamana Hai
Mohabbat Ke Nazare Hai
Dilo Mein Hasrate Betab
Aankho Mein Ishare Hai
Dilo Mein Hasrate Betab
Aankho Mein Ishare Hai
Isharo Hi Isharo Mein
Kisi Ka Dil Jalate Ho
Isharo Hi Isharo Mein
Kisi Ka Dil Jalate Ho
Bhari Mahfil Mein Lede Ke
Hamara Dil Akela Hai
Bhari Mahfil Mein Lede Ke
Hamara Dil Akela Hai
Hamari Ghar Mein Virani

Yahaan Pariyo Ka Mela Hai
Hamari Ghar Mein Virani
Yaha Pariyo Ka Mela Hai
Tumhare Paas Hum Aate Hai
Aur Tum Door Jaate Ho
Tumhare Paas Hum Aate Hai
Aur Tum Door Jaate Ho
Na Ro Aye Rone Wale
Pyar Lekar Main Chali Aayi
Na Ro Aye Rone Wale
Pyar Lekar Main Chali Aayi
Tumhe Meri Kasam
Ab Chup Raho Kyun Dil Dukhate Ho
Tumhe Meri Kasam
Ab Chup Raho Kyun Dil Dukhate Ho.

Share your thoughts

Shamshad beghum, G m durrani, Lyricist: narendra sharma, Hari shivdasani, Shankaracharya, Shankardas, Lata mangeshkar, Singer: lalita deulkar, Music-hanuman, Hari ko bisaro na, Music director: vasant desai, Kamal, Prasad, Mahipal, Shobhana, Madhubala, Murlidhar, Film cast: laxman, Unhearedmelodies, Narsimha avtar 1949, Kar, Guru, Kumar, Talat, Daulat, Tiwari, Kishore, Khayyam, Hindi song, Vasant desai, Old hindi songs, Kha, Rafi, Lata, Jagad, Nagar