Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane Song Lyrics from the movie/album Anjuman (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane was sung by Ghulam Ali

Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane Lyrics

??pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Kaha Ki Mohabbat Kaha Ke Fasaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Sab Hain Bahaane
Sab Hain Bahaane

Khushi Me Bhi Pi Hai To Gam Me Bhi Pi Hai
Khushi Me Bhi Pi Hai
Khushi Me Bhi Pi Hai To Gam Me Bhi Pi Hai
Hai Masti Bhare Ye Mahke Paimaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Kisi Ne Mujhe Mast Nazro Se Dekha
Kisi Ne Mujhe
Kisi Ne Mujhe Mast Nazro Se Dekha
Qadam Khud Ba Khud Ab Lage Dagmagane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Sataaye Na Humko Kabhi Yaad-e-maazi
Sataaye Na Humko
Sataaye Na Humko Kabhi Yaad-e-maazi
Chalo Bhul Jaaye Wo Guzre Zamaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane

Chalo Ab To Gumanaam Is Mayakade Se
Chalo Ab To Gumanaam
Chalo Ab To Gumanaam Is Mayakade Se
Tumhe Dafn Karne Hai Sab Gam Puraane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Kaha Ki Mohabbat Kaha Ke Fasaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Sab Hain Bahaane
Sab Hain Bahaane

Share your thoughts

Ghulam, Peene pilaane ke sab hain bahaane by ghulam ali album anjuman by iftikhar sultan, Peene pilane ke sab hai bahane, Ghulam ali, Pilane, Main nashe mein hoon lyrics, Lyrics of main nashe mein hoon, Main nashe mein hoon with lyrics, Anjuman, Abhi zinda hoon to jee lene do lyrics, Gulam banane ka taweez, Sano ek pal chain naa aaway, Lyrics, Bahane, Masnoon duain, Jahanam main jane wale 3 baday musalman, Barsaat ke mausam mein tanhai ke aalam mein