Pardesi Ho Hamse Rakhiya Bandha Song Lyrics from the movie/album Gaali released in the year 2016 starring Karan Dewan, Nirmala. The song Pardesi Ho Hamse Rakhiya Bandha was sung by Manju Das. This movie/album was directed by R.S. Choudhury. The music was given by Hanuman Prasad Sharma. The lyrics were Penned by Pandit Indra Chandra. The music rights for song purely belongs to Saregama

Pardesi Ho Hamse Rakhiya Bandha Lyrics

Pardesi Ho Haan Haan
Pardesi Ho Hum Se
Rakhiyaa Bandhaa
Ho Pardesi Ho
Haan Haan Pardesi Ho
Hum Se Rakhiyaa Bandhaa

Rakhiyaa Bandhaao
Bhaiya Kahaao
Apna Maan Badhaao
Apna Maan Badhaao
Pardesi Ho
Haan Haan Pardesi Ho
Hum Se Rakhiyaa Bandhaa

Shakti Hain Hum Un Veeran Ki
Rann Chamke Talwaaren Jinki
Un Se Haath Milaawo
Pardesi Ho
Ya Talwaar Uthhaao
Ya Talwaar Uthhaao
Ya Talwaar Uthhaao
Apna Maan Badhaao
Apna Maan Badhaao
Pardesi Ho Haan Haan
Pardesi Ho Hum Se
Rakhiyaa Bandhaa

Bandhi Ho Behen Ke
Haathon Se Raakhi
Jis Kalaai Pe
Naa Heera Aur Moti Hi Sajegaa
Us Kalaai Pe
Kiya Gaurav Humayun Ne Thha
Uska Naam Raakhi Hai
Wohi Hai Shaan Veeron Ki
Ke Jiska Naam Raakhi Hai
Pardesi Ho
Haan Haan Pardesi Ho
Hum Se Rakhiyaa Bandhaa

Yehi Hai Dor
Jis Se Draupdi Ne
Shyaam Ko Baandha
Yehi Hai Mohar
Jisne Mulk Ki
Har Shaan Ko Saadha
Yehi Hai Dhaal Veeron Ki
Ye Hai Imaan Bhaai Ka
Ye Shobha Hai Ye Gaurav Hai
Ye Hai Sammaan Bhai Ka
Ye Shobha Hai Ye Gaurav Hai
Ye Hai Sammaan Bhai Ka
Pardesi Ho Haan Haan
Pardesi Ho Hum Se
Rakhiyaa Bandha.

Share your thoughts

Arman babu raksha bandhan song, Raksha bandhan wala gana video mein, Raksha bandhan video, Raksha bandhan ka gana, Raksha bandhan ke gana, Raksha bandhan ka video, Raksha bandhan hindi songs, Raksha bandhan song, Raksha bandhan song 2021, Raksha bandhan geet 2022, Chanda jaise mere bhaiya, Dharma, Arman babu bhojpuri song, Pawan jha, Khesari lal yadav, Kheshari lal yadav song, Mahashivratri bhajans, Hindi samachar, A balamji muaa deba ka, Rakhi nahi mere bhaiya