O Aasman Wale Song Lyrics released in the year 2022 starring Jubin Nautiyal, Neha Khan. The song O Aasman Wale was sung by Jubin Nautiyal. The music was given by Rochak Kohli. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir. The music rights for song purely belongs to T-Series

O Aasman Wale Lyrics

Ranjhon Se Unki Heerein
Bichhdengi Kitni Baar
Aye Kaash Ab Kisi Ko
Ho Na Kisi Se Pyar

Duniya Banane Wale
Tune Yeh Kya Kiya
Jo Dil Diya Tha Tune
Toh Phir Dard Kyun Diya

Aansu Ki Tarha Ek Din
Aansu Ki Tarha Ek Din
Tu Aankhon Se Guzar Ke Dekh

O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh
O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh

Hoti Hai Kya Judai
Yeh Tu Bhi Bichhad Ke Dekh

O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh
O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh

Tere Mere Darmiyaan Hai
Oh Khudaya Farak Kitna
Tujhe Kya Pata Ki Yaadein
Deti Hain Dard Kitna

Seene Pe Kab Tadap Ke
Rakha Hai Hath Tune
Mere Tarha Kab Guzari
Ro Ro Ke Raat Tune

Mere Dil Ke Jaise Ek Din
Mere Dil Ke Jaise Ek Din
Tukdon Mein Bikhar Ke Dekh

O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh
O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh

Toote Kitne Taare
Chhoote Kitne Log
Kitno Ko Leke Dooba
Yeh Ishq Wala Rog

Kitne Hi Saaye Tune
Jismon Se Kiye Door
Kitne Dilon Ke Sheeshe
Tune Kiye Hai Choor

Ro Dengi Teri Aankhein
Ro Dengi Teri Aankhein
Ginti Toh Karke Dekh

O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh
O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh

Hoti Hai Kya Judai
Yeh Tu Bhi Bichhad Ke Dekh

O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh
O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh

O Aasman Wale
Zameen Par Utar Ke Dekh.

Share your thoughts

O aasman wale jubin nautiyal, Jubin nautiyal, O aasman wale lyrics jubin nautiyal, Jubin nautiyal new song, O aasman wale lyrics, O aasman wale, Jubin nautiyal songs, O aasman wale jubin nautiyal song, O aasman wale jubin nautiyal status, O aasman wale song, O aasman wale jubin, O aasman wale zameen par utar ke dekh jubin nautiyal, Jubin nautiyal new song 2022, Jubin nautiyal all song, O aasman wale jubin nautiyal 8d, Jubin nautiyal all songs