Neendiya Tu Mat Sona Song Lyrics from the movie/album Jumbish released in the year 2016 starring Padmini Kolhapure, Shafi Inamdaar. The song Neendiya Tu Mat Sona was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Salahuddin Parvez. The music was given by Jaidev Verma. The lyrics were Penned by Mohammed Salahuddin Parvez. The music rights for song purely belongs to Saregama

Neendiya Tu Mat Sona Lyrics

Neendiya Ori Neendiya
Jag Ko Sulana Sare
Jag Ko Sulana
Tu Mat Sona Warna
Mera Ye Chota Sa
Bacha Jag Jayega

Jag Ko Sulana Sare
Jag Ko Sulana
Jag Ko Sulana Sare
Jag Ko Sulana
Neendiya Tu Mat
Sona Mat Sona
Tu Mat Sona

Apne Rath Pe Bithake Mujhe
Phoolo Mein Sajake Mujhe
Aankho Mein Basake Mujhe
Hotho Mein Rachake Le Jana
Ori Neendiya Tu
Mat Sona Mat Sona
Tu Mat Sona
Are Pagle Ab So Bhi Ja Na

Band Galiya Huyi Hain
Sab Saheliya Huyi Band
Palko Ke Ghar Mein
Rang Raliya Huyi Hain
Band Galiya Huyi Hain
Sab Saheliya Huyi Band
Palko Ke Ghar Mein
Rang Raliya Huyi Hain
Band Aise Mein Kar De Dono
Aaankho Ka Hasna Hasana
Ori Neendiya Tu Mat
Sona Mat Sona
Jag Ko Sulana Sare Jag Ko Sulana
Neendiya Ori Neendiya Tu
Mat Sona Mat Sona
Tu Mat Sona Tu Mat Sona.

Share your thoughts

No Keywords