Mantar Ye Kaisa Tune Padha
Mai Tera Hua Mai Tera Hua
Mantar Ye Kaisa Tune Padha
Mai Tera Hua Mai Tera Hua
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwali Ki Zidd Hai Meri
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Dhaage Mein Rakh Le Tu
Nazar Battu Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazar Battu Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Parwah Hi Nahi Ab Kya Hai Mera
Mai Khud Hi Mera Na Raha
Tu Sajti Rahe Mai Tika Banu
Tu Takti Rahe Mai Kajal Hu
Teri Chhan-chhan Mein Mai Payal Hu
Tera Itr Banke Mehkoon
Nazar Battu Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazar Battu Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Laddu Motichoor Khaye
Wo Jo Pyaar Mein Ho Jaye
Phir Roz Pachtaye
Phans Jaata Hai Yahan
Tune Dekhi Na Hai Layi
Aaj Dekh Li Mithai
Tere Bas Ki Na Bhai
Tujhe Samajh Kahaan
Kya Tujhe Hai Khabar
Yun Nahin Tu Jaanta
Tu Rahe Door Jo
Har Kahin Mai Laapata
Ishq Ki Kya Zubaan
Teri Aankhon Se Bayaan
Noor Tu Chaand Sa
Tere Sadke Mai Yahaan
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwali Ki Zid Hai Meri
Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Dhaage Mein Rakh Le Tu
Nazar Battu Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Nazar Battu Nazar Battu
Mujhe Tera Bana Le Tu
Mai Tera Hoon Mai Tera Hoon
Mai Tera Hoon Mai Tera Hoon
Nazar Battu Nazar Battu
Mai Tera Hoon Mai Tera Hoon
Nazar Battu Song Lyrics from the movie/album Son of Sardaar 2 released in the year 2025 starring Ajay Devgn, Mrunal Thakur. The song Nazar Battu was sung by Jubin Nautiyal. This movie/album was directed by Vijay Kumar Arora. The music was given by Harsh Upadhyay. The lyrics were Penned by Pranav Vatsa. The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts