Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai Song Lyrics from the movie/album Anokha Bandhan released in the year 2018 starring Jeetendra, Shabana Azmi. The song Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai was sung by Amit Kumar. This movie/album was directed by Mehul Kumar. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Nida Fazli

Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai Lyrics

Nakhre Wali Nakhre Wali Hamari Dulhaniya
Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai
Hum Pakaye Or Khaye Wo Jab Jagaye So Jaye Wo
Hame Wo Sataye Hum Bulaye Wo Na Aaye Haye Haye Haye Haye
Dekho Kaisi Ye Nyari Dulhaniya Hai
Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai

Are Dhup Chade Tak Sokar Jage Din Bhar Wo Sustaye
Leti Leti Khatiya Tode Baithi Baithi Khaye
Hamri Patni Hokar Bhi Wo Hamri Patni Hokar Bhi Wo
Hmpe Hukam Chalaye Haye Haye Haye Haye
Aisi Afat Aisi Afat Aisi Afat Ki Mari Dulhaniya Hai
Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai

Aisa Byah Rachaya Hamne Din Me Dekhe Tare
Ghar Me Joru Hote Bhi Bhatke Dware Dware
Sasuri Ko Jo Dat Pilaye Sasuri Ko Jo Dat Pilaye To Sala Aakar Mare
Do Dhari Do Dhari Do Dhari Katari Dulahniya Hai
Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai

Bhul Ke Apna Kurta Dhoti Missi Kajal Laye
Pan Gilori Kha Nahi Paye Sadi Use Dilaye
Sone Se Pahle Do Ghante Sone Se Pahle Do Ghante
Are Sone Se Pahle Do Ghante Uske Pair Dabaye
Nar Jaisi Nar Jaisi Nar Jaisi Ye Nari Dulhaniya Hai
Nakhre Wali Nakhre Wali Hamari Dulhaniya
Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai
Hum Pakaye Or Khaye Wo Jab Jagaye So Jaye Wo
Hame Wo Sataye Hum Bulaye Wo Na Aaye Haye Haye Haye Haye
Dekho Kaisi Ye Nyari Dulhaniya Hai
Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai

Share your thoughts

Anokha bandhan all songs, Anokha bandhan full movie, Anokha bandhan song, Anokha bandhan hindi film (1982), Kishore kumar nakhrewali lyrics, Anokha bandhan, Ashok kumar songs, Ashok kumar movies, Nakhrewali with lyrics, Nakhrewali lyrics, Nakhrewali lyrics in english, Lyrics of nakhrewali, Nakhrewali lyrics of nai dilli, Banna re mellow d and manesha agarwal, Nakhrewali song lyrics, Nakhrewali kishore kumar, Banna re manesha, Banna re song manesha, Kaali topi lal rumal