Mujhe Teri Mohabbat Ka Song Lyrics from the movie/album Aap Aye Bahaar Ayee (1971) released in the year 2020 starring Rajendra Kumar, Sadhana. The song Mujhe Teri Mohabbat Ka was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Mohan Kumar. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mujhe Teri Mohabbat Ka Lyrics

Dilshad Tha Ke Phool Khilenge Bahar Mein
Mara Gaya Garib Isi Aitbar Mein

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Agar Toofan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Agar Toofan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota

Na Tha Manzur Kismat Ko Na Thi Marzi Baharo Ki
Nahi To Is Gulistan Mein
Nahi To Is Gulistan Mein Kami Thi Kya Nazaro Ki
Meri Nazaro Ko Bhi Koi Nazara Mil Gaya Hota
Agar Toofan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota

Khushi Se Apni Aankho Ko Main Ashko Se Bhigon Leta
Mere Badle Tu Hans Leti
Mere Badle Tu Hans Leti Tere Badle Main Ro Leta
Mujhe Ae Kash Tera Dard Sara Mil Gaya Hota
Agar Toofan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota

Mili Hai Chandni Din Ko Yeh Unki Apni Kismat Hai
Mujhe Apne Muqaddar Se
Mujhe Apne Muqaddar Se Faqat Itni Shikayat Hai
Mujhe Toota Hua Koi Sitara Mil Gaya Hota
Agar Toofan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota.

Share your thoughts

Mujhe teri mohabbat ka sahara, Mujhe teri mohabbat ka, Lata mangeshkar, Aap aye bahaar ayee, Mujhe teri mohabbat, Aap aye bahaar ayee songs, Aap aye bahar ayee, Aap aye bahaar ayee 1971 songs hd, Aap aye bahaar ayee 1971 songs, Lata mangeshkar songs, Mujhe teri mohabbat ka mp3, Aap aye bahaar ayee film, Aap aye bahaar ayee mp3, Mujhe teri mohhabat, Mujhe teri mohabbat ka lyrics, Mujhe teri mohabbat ka with lyrics, Mohammed rafi and lata mangeshkar stories