Mujhe Dosto Tum Gale Se Song Lyrics from the movie/album Naya Daur released in the year 2019 starring Rishi Kapoor, Bhavna Bhatt. The song Mujhe Dosto Tum Gale Se was sung by Danny Denzongpa, Mohammed Rafi. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Mujhe Dosto Tum Gale Se Lyrics

Mujhe Dosto Tum Gale Se Laga Lo
Mera Aur Koi Sahara Nahi
Mujhe Dosto Tum Gale Se Laga Lo
Mera Aur Koi Sahara Nahi
O Humi Hai Jo Ek Dusre Ke Hai Sathi
Zamane Me Koi Hamara Nahi
Mujhe Dosto Tum Gale Se Laga Lo
Mera Aur Koi Sahara Nahi
O Humi Hai Jo Ek Dusre Ke Hai
Sathi Zamane Me Koi Hamara Nahi

O Sharafat Se Dekha Bahut Kam Leke
Jiunga Mai Ab Sar Pe Ilzam Leke
Sharafat Se Dekha Bahut Kam Leke
Jiunga Mai Ab Sar Pe Ilzam Leke
Gaya Har Jagha Dil Ka Paigam Leke
Pukara Mai Har Ek Ka Naam Leke
Mera Naam Koi Pukara Nahi Mera Aur Koi Sahara Nahi
O Hami Hai Jo Ek Dusre Ke Hai Sathi
Zamane Me Koi Hamara Nahi

Kaha Ja Rahe The Kaha Aa Gaye Ho Karpa
Gulsita Chhod Kar Aa Gaye Ho
Kaha Ja Rahe The Kaha Aa Gaye Ho Karpa
Gulsita Chhod Kar Aa Gaye Ho
Jaha Par Hai Kante Waha Aa Gaye Ho
Pareshan Hoke Yaha Aa Gaye Ho
Yaha Bhi Tumhara Gujara Nahi Mera Aur Koi Sahara Nahi
O Hami Hai Jo Ek Dusre Ke Hai Sathi
Zamane Me Koi Hamara Nahi

Chalo Tod De Zindagi Ke Bharam Ko
Chalo Tod De Zindagi Ke Bharam Ko
Khushi Se Laga Le Gale Apne Gam Ko
Bhula Dale Duniya Ki Jhuti Sharam Ko
Kasam Jaan Ki Is Zamane Ne Bigada
Hai Humko Lekin Sawara Nahi
Mera Aur Koi Sahara Nahi O Hami Hai Jo Ek Dusre Ke Hai Sathi
Zamane Me Koi Hamara Nahi Mujhe Dosto Tum Gale Se Laga Lo
Mera Aur Koi Sahara Nahi

Share your thoughts

Danny denzongpa, Danny denzongpa songs, Danny denzongpa naya daur mujhe dosto tum gale se laga lo, Mujhe dosto tum gale se laga lo, Danny denzongpa naya daur botal khali hone to do, Danny denzongpa nepali song, Danny denzongpa movies, Danny denzongpa dialogues, Mujhe doston tum gale se laga lo, Danny denzongpa biography, Danny denzongpa interview, Mohammad rafi songs, Mohammed rafi songs, Mujhe, Mohammed rafi, O paise wale bade insano kaun hu main mujhe pehchano, Dosto