Mitwa Bhool Na Jana, Mujhko Bhul Na Jaana Song Lyrics from the movie/album Kab Tak Chup Rahoongi released in the year 2018 starring Aditya Pancholi, Amala. The song Mitwa Bhool Na Jana, Mujhko Bhul Na Jaana was sung by Mohammed Aziz. This movie/album was directed by T Prakash Rao. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Sameer

Mitwa Bhool Na Jana, Mujhko Bhul Na Jaana Lyrics

Mitwa Bhul Na Jana
Mitwa Bhul Na Jana
Mujhko Bhul Na Jana Maine Ye Wada Kiya
Dharti Jab Tak Rahegi Ambar Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga
Mitwa Bhul Na Jana
Mujhko Bhul Na Jana Maine Ye Wada Kiya
Dharti Jab Tak Rahegi Ambar Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga
Mitwa Bhul Na Jana

Phul Se Khushbu Ja Sakti Hai Dil Se Pyar Na Jayega
Jism Se Jaan Zuda Ho Par Hume Kaun Zuda Kar Payega
Jism Se Jaan Zuda Ho Par Hume Kaun Zuda Kar Payega
Khushbu Jab Tak Rahegi Mausam Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga
Mitwa Bhul Na Jana

Ho Yaad Teri Jab Jab Aati Hai Aankh Se Aansu Bahte Hai
In Aankho Ke Bahte Aansu Har Pal Mujhse Kahte Hai
Yaad Teri Jab Jab Aati Hai Aankh Se Aansu Bahte Hai
In Aankho Ke Bahte Aansu Har Pal Mujhse Kahte Hai
In Aankho Ke Bahte Aansu Har Pal Mujhse Kahte Hai
Yaade Jab Tak Rahegi Aansu Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga
Mitwa Bhul Na Jana

Sanse Jab Tak Rahegi Jivan Jab Tak Rahega
Tujhko Milne Aana Hoga Jab Mai Tujhe Pukaruga
Aa Ja Aa Ja Aa Ja Aa Ja
Sanse Jab Tak Rahegi Jivan Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga
Mitwa Bhul Na Jana
Mujhko Bhul Na Jana Maine Ye Wada Kiya
Dharti Jab Tak Rahegi Ambar Jab Tak Rahega
Tujhse Pyar Karunga
Mitwa Bhul Na Jana
Mitwa Bhul Na Jana

Share your thoughts

Mitwa bhool na jana, Mitwa bhool na jaana, Mitwa bhool na jana dj, Mitwa bhool na jana dj remix, Mitwa bhool na jana jhankar, Mitwa bhool na jaana yaad teri jab jab aati hai, Mitwa bhul na jaana mohhamad aziz song, Mitwa bhul na jana lyrics, Mitwa bhool na jana md aziz, Mitwa bhool na jana audio song, Bappi lahiri, Mohammed aziz mitwa bhool na jana, Mohammad aziz, Mohammed aziz, Mohammad aziz song, Mitwa bhool na jana karaoke, Mitwa bhool na jana with lyrics