Pine Vaalo Ko Pine Ka Bahaana Chaahiye
Are Pine Vaalo Ko Pine Kaa Bahaana Chaahiye
Devdaas Mitva Gaao
Chandramukhi Ke Paas Aao
Devdaas Mitva Gaao
Chandramukhi Ke Paas Aao
Chandramukhi Ho Ya Paaro Koyi Farq Nahi Hai Yaro
Chandramukhi Ho Ya Paaro Koyi Farq Nahi Hai Yaro
Yaro Ko To Jine Ka Bahaana Chaahiye
Pine Vaalo Ko Pine Ka Bahaana Chaahiye
Are Pine Vaalo Ko Pine Kaa Bahaana Chaahiye
Do Hafte Hamne Is Gam Me Pi Ki Bichda Hai Dildar Mera
Are Bichda Hai Dildar Mera
Do Hafte Huye Khushi Me Pi Ki Mujhko Mila Pyar Tera
O Paaro Mujhko Mila Pyar Tera
Pina Lekin Kam Khushi Ho Ya Gam
Are Pina Lekin Kam Khushi Ho Ya Gam
Khub Piyenge Ham Tharra Ho Ya Rum
Khub Piyenge Ham Tharra Ho Ya Rum
Are Pine Ka Maza Kuchh To Aana Chaahiye
Pine Vaalo Ko Pine Ka Bahaana Chaahiye
Are Pine Vaalo Ko Pine Kaa Bahaana Chaahiye
Tujhko Kasam Pyar Ki Aise Na Mujhko Saza De
Are Aise Na Mujhko Saza De
Khali Hai Botal To Kya Mujhko Aankho Se Thodi Pila De
Mujhko Aankho Se Thodi Pila De
Aankho Se Tu Pi Aur Aise Hi Tu Ji
Mere Aankho Se Tu Pi Aur Aise Hi Tu Ji
Aise Hi Ji Lunga Lekin Mai Piyunga Kynki
Are Pine Ka Maza Kuchh To Aana Chaahiye
Pine Vaalo Ko Pine Ka Bahaana Chaahiye
Are Pine Vaalo Ko Pine Kaa Bahaana Chaahiye
Mitavaa, Pine Vaalon Ko Pine Kaa Bahaanaa Chaahiye Song Lyrics from the movie/album Haath Ki Safai released in the year 2018 starring Randhir Kapoor, Hema Malini. The song Mitavaa, Pine Vaalon Ko Pine Kaa Bahaanaa Chaahiye was sung by Kishore Kumar, Hema Malini. This movie/album was directed by Prakash Mehra. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Gulshan Bawra
Share your thoughts