Mere Sawaal Ka Song Lyrics from the movie/album Shehzada released in the year 2023 starring Kartik Aaryan, Kriti Sanon. The song Mere Sawaal Ka was sung by Shashwat Singh, Shalmali Kholgade. This movie/album was directed by Rohit Dhawan. The music was given by Pritam. The lyrics were Penned by Shloke Lal. The music rights for song purely belongs to T-Series

Mere Sawaal Ka Lyrics

Main Pagla Gaya Hoon Yeh Jaanta
Jo Dil Ke Mohalle Mein Tu Aa Gaya

Mere Sawal Ka Tu Hi Jawaab Hai
Mere Sawal Ka Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi Khwaab Aa Gaya

Khul Ke Jo Tu Hanse Meri Aankhein Na Hatein
Tere Aane Se Sooraj Bhi Sharma Gaya
Main Pagla Gaya Hoon Yeh Jaanta
Jo Dil Ke Mohalle Mein Tu Aa Gaya

Behosh Hosh Hai Sab Khamosh Hai
Teri Baaton Mein Main Yeh Kahan Aa Gaya
Mere Sawaal Ka Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi Khwaab Aa Gaya

Dhoondhoon Kahan Koyi Aisa Jo
Jo Samjhe Bina Bole Baato Ko
Na Chanda Ko Tod Ke Laye Woh
Par Chaand Ho Dil Uska

Paise Bhale Kam Kamaye Woh
Par Zoron Se Daily Hansaye Woh
Le Baahon Mein Jab Ghar Aaye Woh
Main Queen Hoon Isi Ki Haan

Waise Hoon Main Badi Seedhi Saadhi Ladki
Par Love Leke Aata Twist
Mile Aisa Pagla Sa Mere Liye
Jab Kahun Kare Baarish

Aisa Jo Mile Toh
Never Gonna Let Go!

Badi Zor Se Mohabbat Hui
Bade Zor Ka Tujhpe Pyar Aa Gaya
Mere Sawal Ka Tu Hi Jawaab Hai
Yeh Savere Savere Hi Khwaab Aa Gaya.

Share your thoughts

Shalmali kholgade, Mere sawaal ka shalmali kholgade song, Mere sawaal ka shehzada song, Shalmali kholgade songs, Mere sawaal ka shashwat singh song, Shashwat singh, Shehzada song mere sawaal ka, Shehzada mere sawaal ka song, Mere sawaal ka (video) shehzada, Mere sawaal ka, Mere sawaal ka song, Shehzada song, Mere sawaal ka kartik aaryan, Mere sawaal ka song shehzada, Mere sawaal ka shehzada songs, Mere sawaal ka shehzada, Mere sawaal ka shehzada movie song, Shehzada