Mere Pyaar Ka Faisla Song Lyrics from the movie/album Muqaddar Ki Baat released in the year 2018 starring Neeta Mehta, Deepak Parashar. The song Mere Pyaar Ka Faisla was sung by Mahendra Kapoor. The music was given by O P Nayyar

Mere Pyaar Ka Faisla Lyrics

??aapki Chah Aapka Pyar Aur Aapki Pasand
Kadam Kadam Pe Ek Samay Ki Tarah
Meri Raahe Ujala Karti Rahegi
Sath Hi Ye Gujarish Bhi Karunga
Tumse Bichdu To Na Jeene Ki Koi Sakl Rahe
Itna Chaho Na Mere Chahne Walo Mujhko
Aur Chalte Chalte Ye Bhi Kahunga
Ek Roj Main Har Aankh Se Chhup Jaunga
Lekin Dhadkan Me Samaya Hua Har Dil Me Rahunga
Duniya Mere Geeto Se Mujhe Yaad Karegi
Uth Jaunga Fir Bhi Isi Mahfil Me Rahunga
Ab Ijajat De Namskar

Pyar Ka Faisla Likhne Wale
Tujhe Kya Pata Kitne Majboor The Hum
Sitamgar Zamane Me Bade Zurm Dhaye
Mohbbat Ne Kya Kya Humko Diye Gam
Mere Pyar Ka Faisla Likhe Wale
Tujhe Kya Pata Kitne Majboor The Hum
Sitamgar Zamane Me Bade Zurm Dhaye
Mohbbat Ne Kya Kya Humko Diye Gam
Mere Pyar Ka

Ye Duniya Hai Jalim Badi Bewafa Hai
Ki Humdard Hum Me Kahi Bhi Na Paya
Ye Duniya Hai Jalim Badi Bewafa Hai
Ki Humdard Hum Me Kahi Bhi Na Paya
Huye Hum Akele Bhari Zindgi Me
Huye Hum Akele Bhari Zindgi Me
Mohbbat Ne Kaisa Sitam Hum Pe Dhaya
Ki Din Raat Dil Ye Dua Mangta Hai
Ki Kadmo Tere Nikle Mera Dam
Mere Pyar Ka Faisla Likhe Wale
Tujhe Kya Pata Kitne Majboor The Hum
Sitamgar Zamane Me Bade Zurm Dhaye
Mohbbat Ne Kya Kya Humko Diye Gam
Mere Pyar Ka

Bade Shauk Se Dil Ki Duniya Luta Di
Siva Pyar Ke Humne Kuch Bhi Na Chaha
Bade Shauk Se Dil Ki Duniya Luta Di
Siva Pyar Ke Humne Kuch Bhi Na Chaha
Chahat Me Teri Huye Ghar Se Beghar
Chahat Me Teri Huye Ghar Se Beghar
Mukddar Ne Humko Kaha Laake Mara
Ye Duniya Rahe Na Kaun Jane
Mera Tumse Na Hoga Kabhi Kam
Mere Pyar Ka Faisla Likhe Wale
Tujhe Kya Pata Kitne Majboor The Hum
Sitamgar Zamane Me Bade Zurm Dhaye
Mohbbat Ne Kya Kya Humko Diye Gam
Mere Pyar Ka

Share your thoughts

Mahendra kapoor, Muqaddar ki baat, Muqaddar ki baat cumrao, O.p. nayyar, Mahendra, O bekhabar tujhe kya pata mahendra kapoor, Mere pyar ka faisla, Kapoor, O p nayyar, Mastkalandr. prithviraj kapoor, Mere dil zindagi safar hai mahendra kapoor asha bhonsle the killers (1969) o p nayyar, O.p. nayyar pushpa paghdare, Muqaddar, Rishi kapoor, Prithviraj kapoor, Rishi kapoor songs, Rishi kapoor hit songs, Bhupinder singh o p nayyar, Old hindi songs with lyrics, Rajendra kumar