Mere Lal Tum To Hamesha The Song Lyrics from the movie/album Avishkaar released in the year 2015 starring Rajesh Khanna, Sharmila Tagore. The song Mere Lal Tum To Hamesha The was sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). This movie/album was directed by Basu Bhattacharya. The music was given by Kanu Roy. The lyrics were Penned by Kapil Kumar. The music rights for song purely belongs to Shemaroo

Mere Lal Tum To Hamesha The Lyrics

Maa Ko Pukarkar Pucha Bachhe Ne
Aaya Kahan Se Ho Maa Bolo Toh
Pada Kaha Paya Gaya Bolo Toh
Sunkar Sawal Yeh,
Maa Ke Stano Se Uphal Pada Dudh
Aur Bah Aaya Aankho Se Uttar

Mere Lal Tum To Hamesha The,
Mere Mann Ki Abhilasha Me
Mere Tan Ki Paribhasha Me,
Bachpan Ke Gudiyaghar Me
Kitni Bar Tujhe Khelte Khelte Toda,
Todte Todte Joda
Pakar Khoya Aur Khokar Paya Hai,
Kaha Se Batau Tu Aaya Hai
Pada Tujhe Maine Kaha Paya Hai Mere Lal

Mila Tha Mann Ko Mere Jab Ik Tan
Upja Tha Tu Hi Ik Madhur Chhand Ban
Mila Tha Mann Ko Mere Jab Ik Tan
Upja Tha Tu Hi Ik Madhur Chhand Ban Aye
Gaat Gaat Ang Ang Mehka Tha
Chhan Chhananan
Os Bhari Subah Se, Suhag Ke Sangit Se,
Sab Ki Manuhar Se
Indradhanushi Sapno Sa Aaya Hai,
Kaha Se Batau Tu Aaya Hai
Pada Tujhe Maine Kahan Paya Hai Mere Lal

Tu Ha, Tu Hi Toh Hai Meri Amar Aasha,
Subah Ka Sapna
Mann Aur Dadi Ki Sunahari Khwahish
Prem Ki Parampara Khwab Ki Khwahish
Aur Prem Ki Asha Se Bani Teri Kaya Hai
Kaha Se Batau Tu Aaya Hai
Pada Tujhe Maine Kaha Paya Hai Mere Lal.

Share your thoughts

Sharmila tagore songs, Rajesh khanna, Rajesh khanna songs, Sharmila tagore, Chanda hai tu mera suraj hai tu, Manna dey, Manna dey hit songs, Gunagunaa rahe hain bhanvare, Rajendra krishan (songwriter), Chheda mera dil ne tarana, Hrishikesh mukherjee movies, Raksha bandhan, Chandrashekhar, Mere sapanon ki rani kab aayegi tu, Raksha bandhan songs, Shankar jaikishan songs, Best of dharmendra songs, Kora kagaz tha yeh man mera, Best of lata mangeshkar songs, Narendra nath