Mere Khwaja Meri Zindagee Song Lyrics from the movie/album Satrangee released in the year 2019. The song Mere Khwaja Meri Zindagee was sung by Shujaat Khan. The music was given by Ustad Vilayat Khan. The lyrics were Penned by Ustad Vilayat Khan

Mere Khwaja Meri Zindagee Lyrics

Rahmato Ka Deeya Jagmagane Laga
Mere Khwabo Me Ajmer Aane Laga
Rahmato Ka Deeya Jagmagane Laga
Mere Khwabo Me Ajmer Aane Laga
Mere Saanso Ki Har Ek Ladi Ban Gaye
Mere Saanso Ki Har Ek Ladi Ban Gaye
Ho Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Unke Dum Se Hai Mere Chaman Me Bahar
Unke Dum Se Hai Mere Chaman Me Bahar
Wo Ibadat Hai Meri
Meri Bandgi
Wo Ibadat Hai Meri
Meri Bandgi
Meri Saanso Me Shamil Hai Unka Karam
Meri Saanso Me Shamil Hai Unka Karam
Mere Khwaza Piya Hai Meri Zindagi
O Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Mere Chehre Pe Hai Naam Unka Likha
Mere Chehre Pe Hai Naam Unka Likha
Kar Lo Andaza Hontho Ki Muskan Se
Kar Lo Andaza Hontho Ki Muskan Se
Koi Unke Siwa Accha Lagta Nahi
Koi Unke Siwa Accha Lagta Nahi
Chahti Hu Main Khwaza Ko Ji Jaan Se
Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Naaz Hai Isliye Apni Taqdeer Par
Naaz Hai Isliye Apni Taqdeer Par
Har Ghadi Mere Khwaza Mere Sang Hai
Har Ghadi Mere Khwaza Mere Sang Hai
Meri Nas Nas Me Jisti Mahak Bas Gayi
O Meri Nas Nas Me Jisti Mahak Bas Gayi
Meri Saanso Me Ajmer Ka Rang Hai
Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Mujhpe Khwaza Piya Ka Karam Khaas Hai
Mujhpe Khwaza Piya Ka Karam Khaas Hai
Unke Roje Se Banti Hai Kismat Meri
Unke Roje Se Banti Hai Kismat Meri
Deke Sadka Mujhe Sarware Din Ka
Deke Sadka Mujhe Sarware Din Ka
Puri Karte Hai Khwaza Jarurat Meri
O Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Lab Khule Bhi Nahi Jholi Bharne Lagi
Lab Khule Bhi Nahi Jholi Bharne Lagi
Kya Kahu Aapne Kya Diya Hai Mujhe
Kya Kahu Aapne Kya Diya Hai Mujhe
Aaj Jo Kuch Bhi Hai Meri Taqdeer Me
Aaj Jo Kuch Bhi Hai Meri Taqdeer Me
Mere Khwaza Se Sab Kuch Mila Hai Mujhe
O Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Kashti-e-din Ke Rahnuma Mil Gaye
Kashti-e-din Ke Rahnuma Mil Gaye
Oliyao Ke Sab Oliya Mil Gaye
Oliyao Ke Sab Oliya Mil Gaye
Unki Nisbat Se Daman Mera Bhar Gaya
Unki Nisbat Se Daman Mera Bhar Gaya
Mujhko Kismat Se Khwaza Piya Mil Gaye
O Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Nur Se Jagmagane Laga Mera Ghar
Nur Se Jagmagane Laga Mera Ghar
Mere Daman Me Rahmat Ki Kaliya Khili
Mere Daman Me Rahmat Ki Kaliya Khili
Unke Aane Se Islaam Roshan Hua
Unke Aane Se Islaam Roshan Hua
Daulate Din Khwaza Se Mujhko Mili
Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Unki Jaate Mukdas Pe Imaan Hai
Unki Jaate Mukdas Pe Imaan Hai
Meri Hasrat Hai Wo Mera Arman Hai
Meri Hasrat Hai Wo Mera Arman Hai
Mere Dil Me Nasim Ab Wo Rahne Lage
Mere Dil Me Nasim Ab Wo Rahne Lage
Mere Khwaza Mera Dil
Meri Jaan Hai
Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Saanso Ki Har Ek Ladi Ban Gaye
Mere Saanso Ki Har Ek Ladi Ban Gaye
Ho Mere Khwaza
Mere Khwaza
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye
Mere Khwaza Meri Zindagi Ban Gaye

Share your thoughts

Ustad shujaat khan, Ustad shujaat husain khan, Songs by ustad shujaat khan, Ustad shujat khan, Mere khwaja meri zindagi, Shujaat khan, Ustad shujaat hussain khan, Ustad vilayat khan, Ustad shujat khan songs, Shujaat khan (musical artist), Shujaat khan ghazal, Ustad shujaat hussain, Shujaat hussain ustad, Shujaat, Hazrat usman ghani ra ki shahadat ka waqia, Shujaat hussain khan, Ghazal ustad shujat, Hazrat usman ghani ki biwi ka naam, Hazrat usman ghani quotes in hindi