Mere Ae Dil Bata Song Lyrics from the movie/album Jhanak Jhanak Payal Baaje released in the year 2015 starring Gopi Krishna, Sandhya. The song Mere Ae Dil Bata was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by V. Shantaram. The music was given by Vasant Desai. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mere Ae Dil Bata Lyrics

Mere Aye Dil Bata Mere
Aye Dil Bata Pyar Tune Kiya
Payi Maine Saja Kya
Karu Kya Karu
Kya Karu Kya Karu
Mere Aye Dil Bata
Mere Aye Dil Bata

Too Khushi Ke
Samandar Se Khela Kiya
Kis Maje Se Mujhe
Tune Dhokha Diya
Tujhko Moti Mile
Mujhko Aansu Mile
Kya Karu Kya Karu
Kya Karu Kya Karu
Mere Aye Dil Bata
Mere Aye Dil Bata

Too Toh Pagal Raha
Pyar Ke Rag Me
Tune Dala Mujhe
Dard Ki Aag Me
Teri Kismat Khuli
Meri Duniya Jali
Kya Karu Kya Karu
Kya Karu Kya Karu
Mere Aye Dil Bata
Mere Aye Dil Bata
Pyar Tune Kiya
Payi Maine Saja
Kya Karu Kya Karu
Kya Karu Kya Karu
Mere Aye Dil Bata
Mere Aye Dil Bata

Mruda Banko Chali
Ram Ke Sath Me
Sukh Ko Thukara Diya
Tyag Ke Kanto Par
Hasake Chal Rahi
Ye Janak Ki Sita
Mere Ye Dil Bata
Kya Karu Kya Karu
Maharani Mira Ne Jogan Ban
Mehaloka Tyag Kiya
Le Iktara Chali Dhundne
Manmohan Kah Pata.

Share your thoughts

Jhanak jhanak payal baje, Jhanak jhanak payal baaje, Lata mangeshkar, Vasant desai, Jhanak jhanak payal baaje movie, Jhanak jhanak payal baaje jukebox, Sandhya, Jhanak jhanak payal baje song, Jhanak jhanak payal baje songs, Lata mangeshkar jhanak jhanak payal baje nritya riyaaj, Jhanak jhanak payal baje gopi krishna, Lata mangeshkar hits, Jhanak jhanak payal baaje songs, Jhanak jhanak payal baaje (film), Jhanak jhanak payal baaje full movie, Vasant desai lata mangeshkar