Haan Rozana Rozana
Ek Nayi Shuruwat Karte Ho
Mere Yaara Haan Yaara
Ishq Nahi Mazak Karte Ho
Tumko Mujhse Door Huye
Ik Saal Naa Hua
Haan Firr Se Pyaar Hua
Pyaar Hua Kyaa Baat Karte Ho
Haan Rozana Rozana
Ek Nayi Shuruwat Karte Ho
Tere Dil Ne Naye Chehre Ke Liye
Kya Rakha Naya Kehne Ke Liye
Tere Dil Ne Naye Chehre Ke Liye
Kya Rakha Naya Kehne Ke Liye
Jo Ghar Thaa Mera Kaise De Diya
Gairon Ko Waha Rehne Ke Liye
Bura Tumse Aaj Tak Koi Khwab Naa Hua
Acchhi Khasi Neendein Meri
Tum Yun Hii Kharaab Karte Ho
Mere Yaara Haan Yaara
Ishq Nahi Mazak Karte Ho
Koi Mujh Saa Mile Toh Batana Mujhe
Chaahein Mujhsa Koi Toh Dikhana Mujhe
Tum Mere Naa Huye Yeh Alag Baat Hai
Wo Tujhe Naa Mile Toh Bulana Mujhe
Mazak Karte Ho Song Lyrics released in the year 2024 starring Akaisha Vats, Anuraj Chahal. The song Mazak Karte Ho was sung by Ankit Tiwari. The music was given by Ankit Tiwari. The lyrics were Penned by Abhendra Kumar Upadhyay. The music rights for song purely belongs to Ankit Tiwari
Share your thoughts