Maut Aa Gayi, Na Aae Vo Marne Ke Baad Bhi, Kahe Ko Der Lagai Re, Aaye Na Ab Tak Balma Song Lyrics from the movie/album Daag released in the year 2019 starring Dilip Kumar, Nimmi. The song Maut Aa Gayi, Na Aae Vo Marne Ke Baad Bhi, Kahe Ko Der Lagai Re, Aaye Na Ab Tak Balma was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Amiya Chakraborty. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Maut Aa Gayi, Na Aae Vo Marne Ke Baad Bhi, Kahe Ko Der Lagai Re, Aaye Na Ab Tak Balma Lyrics

Maut Aa Gayi Na Aaye Vo Marne Ke Baad Bhi
Aankhe Tarasi Rah Gayi Is Intazaar Me
Kaahe Ko Der Lagaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma
Hamne To Jaan Ganvaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma
Kaahe Ko Der Lagaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma

Meri Dua Naakam Huyi Hai Suraj Duba Shaam Huyi Hai
Pehne Qafan Jayegi Muhabbat Dil Ki Lagi Badnam Huyi Hai
Hansati Hai Saari Khudaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma
Kaahe Ko Der Lagaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma

Duniya Yu Hi Royegi Aayengi Kushiya Gam Bhi Sahegi
Lekin Meri Barbaad Javaani Mit Ke Bhi Unse Yahi Kahegi
Hamse To Ki Bevafaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma
Kaahe Ko Der Lagaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma

Rang Ye Laayi Chaahat Kisi Ki Yaad Rahegi Ulfat Kisi Ki
Meri Kasam Tujhe
Meri Kasam Tujhe E Maut Thahar Ja Dekh To Lu Surat Kisi Ki
Hamne To Prit Nibhaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma
Kaahe Ko Der Lagaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma
Hamne To Jaan Ganvaayi Re Aaye Na Ab Tak Baalma

Share your thoughts

Shankar jaikishan lata mangeshkar classic hindi soundtracks : daag (1952), Lo aa gayi unki yaad lata mangeshkar, Music : shankar jaikishan*hasrat jaipuri, Gaane sune ansune, Shankar jaikishan talat mahmood classic hindi soundtracks : daag (1952), Lata mangeshkar hits, Singer : lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Mujhko thand lag rahi hai with lyrics, Lata mangeshkar old songs, Mujhko thand lag rahi hai with hindi lyrics, Bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jayen